Bada Badmaash Hai Yeh Dil Lyrics, Singer & Song Details

Do Dooni Chaar 1968 album cover

Do Dooni Chaar 1968 Album Details

Debu Sen
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Gulzar
Kishore Kumar, Asit Kumar Sen, Surekha

album songs
Bada Badmaash Hai Yeh Dil
Singer : Kishore Kumar

Bada Badmaash Hai Yeh Dil Lyrics

Song Lyrics Title = Bada Badmaash Hai Yeh Dil
Song Lyrics Movie = Do Dooni Chaar (1968)
Singer = Kishore Kumar
Song Lyricists = Gulzar (Sampooran Singh Kalra)
Music Composer = Hemanta Kumar
Mukhopadhyay
Director = Debu Sen
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((bada badmash hai ye dil
bada badmash hai ye dil
ye dil kabu nahi aata
bada badmash hai ye dil
kahi pivayega musibat layega
bada badmash hai ye dil

kisi bhi khubsurat ko
kahi bhi dekh leta hai
kisi bhi khubsurat ko
kahi bhi dekh leta hai
usike pichhe piche ye
mujhe bhi khinch leta hai
kahi pivayega musibat layega
bada badmash hai ye dil

ajab dhunki mei rahat hai
anokhe kam karta hai
ajab dhunki mei rahat hai
anokhe kam karta hai
usike dam se jita hai
ye dil jab jispe marta hai
kahi pivayega musibat layega
bada badmash hai
kahi pivayega musibat layega
bada badmash hai ye dil

kisi nuran chehre par
nazar jhapki ke dil gayab
kisi nuran chehre par
nazar jhapki ke dil gayab
kabhi aankho me ja duba
kabhi is dil pe dil gayab
kahi pivayega musibat layega
bada badmash hai ye dil
ye dil kabu nahi aata
bada badmash hai ye dil))

Posted by : { Ritu Kesharwani }

About Bada Badmaash Hai Yeh Dil

Bada Badmaash Hai Yeh Dil is a song from Do Dooni Chaar 1968. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Gulzar. Music information: Hemanta Kumar Mukhopadhyay. Read the lyrics above and view the Do Dooni Chaar 1968 album song list for more songs and album details.