Bachpan Bhi Tha Saala Lyrics, Singer & Song Details

Hunterrr 2015 album cover

Hunterrr 2015 Album Details

Harshavardhan Kulkarni
Khamosh Shah
Swanand Kirkire
Gulshan Devaiah, Radhika Apte, Sai Tamhankar

album songs
Bachpan Bhi Tha Saala
Singer : Amit Trivedi

Bachpan Bhi Tha Saala Lyrics

Song Title = Bachpan Bhi Tha Saala
Movie/Album = Hunterrr (2015)
Singers = Amit Trivedi
Lyricists = Swanand Kirkire
Music Director = Khamosh Shah
Director = Harshavardhan Kulkarni

Mp3 Song Lyrics

((Doodh ki moochhon waala
Moot ke penchon waala
Doodh ki moochhon waala
Moot ke penchon waala
Phunsi karochon waala
Bachpan bhi tha saala
Phunsi karochon waala
Bachpan bhi tha saala

Na yaadon ke chakkar the
Na sapnon ke machchar the
Hum hi the apne shehanshah
Khud apne afsar the
Ek tu tha thoda tedha
Ek main bhi thoda medha
Aur ek tha waqt kabootar
Jo khidki pe na thehra
Chor police waala
Bachpan bhi tha saala

Tujh jaisa ban-na chaha
Tujhe jeb mein rakhna chaha
Toone door se thenga dikhaya
Kabhi hath na mere aaya
Main roya main chillaya
Tu hath na mere aaya
Doodh ki moochhon waala
Moot ke penchon waala
Luchche lafangon waala
Bachpan bhi tha saala
Gachchi pe sutton waala
Bachpan bhi tha saala

Maine sazish phir kar daali
Ungli pistol bana li
Kaani aankh se aim laga ke
Dham se goli chala di
Aur tu tapka, dhool se chipka
Rok li saansein, baj gayi taali
Woh khel be oh saale
Sab jhoot tha be oh saale
Baazi chhod ke jaane waale
Yeh beimani hai
Yeh beimani hai oh saale..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Bachpan Bhi Tha Saala

Bachpan Bhi Tha Saala is a song from Hunterrr 2015. It is sung by Amit Trivedi. Lyrics are credited to Swanand Kirkire. Music information: Khamosh Shah. Read the lyrics above and view the Hunterrr 2015 album song list for more songs and album details.