Milap 1955 - Download Mp3 Song

Milap 1955

Milap 1955

Raj Khosla
Datta Naik
Sahir Ludhianvi
Dev Anand, Geeta Bali, K N Singh

album songs
Bachna Zara Yeh Zamaana Hai
Singer : Geeta Dutt, Mohammed Rafi

Bachna Zara Yeh Zamaana Hai Lyrics

Song Title = Bachna Zara Yeh Zamaana Hai
Movie/album = Milap (1955)
Singers = Geeta Dutt, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Director = Datta Naik
Director = Raj Khosla
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Bachna zara yeh zamana hai bura
Bachna zara yeh zamana hai bura
Kabhi meri gali mein na aanaa
Kabhi meri gali mein na aanaa

Bachna zara yeh zamana hai bura
Kabhi meri gali mein na aanaa
Kabhi meri gali mein na aanaa
Bachna zara

Meri gali mein aane waale
Ho jaate hai gam ke hawaale
In raaho se jo bhi guzare
Soch samajh kar dil ko uchhale
Meri gali mein aane waale
Ho jaate hai gam ke hawaale
In raaho se jo bhi guzare
Soch samajh kar dil ko uchhale
Bade bade dil yahaan bane hai nishana

Bachna zara yeh zamana hai bura
Kabhi meri gali mein na aanaa
Kabhi meri gali mein na aanaa
Bachna zara

Chup ke chup ke nain lada na
Nain lada kar dil ko lubhana
Dil ko lubha kar paas bulana
Paas bulaakar khud ghabarana
Tera bhi jawaab nahi waah

Khud ghabharakar aankh churana
Aankh churaa kar dil ko jalana
Dil ko jalaakar hosh bhulana
Hosh bhulakar majanu banana
In lailaao ka hai yah khel purana
Bachna zara yeh zamana
Kabhi meri gali mein na aanaa
Kabhi meri gali mein na aanaa

Bachna zara yeh zamana hai bura
Kabhi meri gali mein na aanaa
Kabhi meri gali mein na aanaa
Bachna zara

Shokhi samajhe sharm o hayaa ko aap
Dawat samjhe naaz ada ko
In deewano ka kya kahena
Aankh bulaaye apani kazaa ko
Shokhi samajhe sharm o hayaa ko aap
Dawat samjhe naaz ada ko
In deewano ka kya kahena
Aankh bulaaye apani kazaa ko
Aur phir maage hamase harajana
Bachna zara yeh zamana
Kabhi meri gali mein na aanaa
Kabhi meri gali mein na aanaa

Bachna zara yeh zamana hai bura
Kabhi meri gali mein na aanaa
Kabhi meri gali mein na aanaa
Bachna zara.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

Bachna Zara Yeh Zamaana Hai Video

Video Description :

Bachna Zara Yeh Zamaana Hai download mp3 song

Recent Tags : Bachna Zara Yeh Zamaana Hai Lyrics | Bachna Zara Yeh Zamaana Hai Video Song | Bachna Zara Yeh Zamaana Hai free play mp3 song | Bachna Zara Yeh Zamaana Hai free download mp3 song | Bachna Zara Yeh Zamaana Hai Full Video Song | Free Bachna Zara Yeh Zamaana Hai movie songs | Bachna Zara Yeh Zamaana Hai free songs | Bachna Zara Yeh Zamaana Hai play online | Bachna Zara Yeh Zamaana Hai free mp3 song download | Bachna Zara Yeh Zamaana Hai online play Song | Bachna Zara Yeh Zamaana Hai Hindi Lyrics | Bachna Zara Yeh Zamaana Hai Lyrics | Bachna Zara Yeh Zamaana Hai online mp3 songs | Bachna Zara Yeh Zamaana Hai full songs | Bachna Zara Yeh Zamaana Hai online music | Bachna Zara Yeh Zamaana Hai free Video | Bachna Zara Yeh Zamaana Hai online Video | Bachna Zara Yeh Zamaana Hai mp3 Download | Free Download Bachna Zara Yeh Zamaana Hai song