Bachche To Bhagwan Ki Moorat Lyrics, Singer & Song Details

Pyar Ke Kabil 1987 album cover

Pyar Ke Kabil 1987 Album Details

Anil Ganguly
Bappi Lahiri
Indeevar
Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure

album songs
Bachche To Bhagwan Ki Moorat
Singer : S Janaki

Bachche To Bhagwan Ki Moorat Lyrics

Song Title = Bachche To Bhagwan Ki Moorat
Movie/Album = Pyar Ke Kabil (1987)
Singers = S Janaki
Song Lyricists = Indeevar
Music Director = Bappi Lahiri

Mp3 Song Lyrics

((bchche to bhagwan ki murat hote hai
bachche to allah ki surat hote hai
ho bchche to bhagwan ki murat hote hai
bachche to allah ki surat hote hai
sikh isaai hindu muslim inke liye ek jaise
uttar dekhin purab pashchim inke liye ek
pyar hi inka majhab pyar hi inki puja
ye to sachchai ki surat hote hai
bchche to bhagwan ki murat hote hai
bchche to bhagwan ki murat hote hai
bachche to allah ki surat hote hai

apna rup dikhane ko ishwar ke man me aaya
tab usne fulo jaise sundar bachcho ko banaya
apna rup dikhane ko ishwar ke man me aaya
tab usne fulo jaise sundar bachcho ko banaya
khubsurat kudrat ki ye nemat hote hai
bchche to bhagwan ki murat hote hai
bchche to bhagwan ki murat hote hai
bachche to allah ki surat hote hai

nirdhan aur dhanwan na dekhe unch nich na mane
jaat paat puche na kisi se bhed bhav na jane
nirdhan aur dhanwan na dekhe unch nich na mane
jat pat puche na kisi se bhed bhav na jane
insaniyat ki ye amanat hote hai
bchche to bhagwan ki murat hote hai
bchche to bhagwan ki murat hote hai
bachche to allah ki surat hote hai
sikh isaai hindu muslim inke liye ek jaise
uttar dekhin purab pashchim inke liye ek
pyar hi inka majhab pyar hi inki puja
ye to sachchai ki surat hai
bchche to bhagwan ki murat hote hai....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Bachche To Bhagwan Ki Moorat

Bachche To Bhagwan Ki Moorat is a song from Pyar Ke Kabil 1987. It is sung by S Janaki. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Pyar Ke Kabil 1987 album song list for more songs and album details.