Babul Ke Ghar Ke Baad Lyrics, Singer & Song Details

Sunehra Sansar 1975 album cover

Sunehra Sansar 1975 Album Details

Adurthi Subba Rao
Naushad Ali
Anand Bakshi
Rajendra Kumar, Mala Sinha, Hema Malini, Om Prakash, Rajendra Nath , Priti Sap

album songs
Babul Ke Ghar Ke Baad
Singer : Mohammed Rafi

Babul Ke Ghar Ke Baad Lyrics

Song Title = Babul Ke Ghar Ke Baad
Movie/album =Sunehra Sansar (1975)
Singers =Mohammed Rafi
Song Lyricists =Anand Bakshi
Music Director =Naushad Ali
Director =Adurthi Subba Rao

Mp3 Song Lyrics

((Dewar bhabhi mein chhed chali aati hai
Bade ghar ki beti fashion ki mari
Bade ghar ki beti fashion ki mari
Aan fasi hai kaha bechari
Ye kya hal hua mukhda lal hua
Gusse me jan jali jati hai
Dewar bhabhi mein ched chali aati hai

Chahe phir jaye par niche na dekhe
Chahe phir jaye par niche na dekhe
Ghum ke mud ke wo piche na dekhe
Ghum ke mud ke wo piche na dekhe
Bade andaz se wo chali bade naz se
Wo bade naz se jaise hawa me udi jati hai
Dewar bhabhi mein chhed chali aati hai

Hum jo tujhe chede o bhabhi
To kya hai kharabi
Babul ke ghar ke bad pi ki gali aati hai
Dewar bhabhi mein chhed chali aati hai

Bada aaram jiya shadi se pahle
Bada aaram jiya shadi se pahle
Chod ke babul ke mahle do mahle
Chod ke babul ke mahle do mahle
Hue din rat bade sar pe kam pade
Najuk kariya jhuki jati hai
Dewar bhabhi mein chhed chali aati hai
Hum jo tujhe chede o bhabhi
To kya hai kharabi
Babul ke ghar ke bad pi ki gali aati hai
Dewar bhabhi mein chhed chali aati hai.. ))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Babul Ke Ghar Ke Baad

Babul Ke Ghar Ke Baad is a song from Sunehra Sansar 1975. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Naushad Ali. Read the lyrics above and view the Sunehra Sansar 1975 album song list for more songs and album details.