Daata 1989 - Download Mp3 Song

Daata 1989

Daata 1989

Sultan Ahmed
Anandji, Kalyanji Virji Shah
Anjaan
Mithun Chakraborty, Shammi Kapoor, Padmini Kolhapure, Suresh Oberoi, Supriya Pat

album songs
Babul Ka Ghar Female
Singer : Lata Mangeshkar

Babul Ka Ghar Female Lyrics

Song Title = Babul Ka Ghar Female
Movie/Album = Daata (1989)
Singer(s) = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anjaan
Music Composer = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah

Mp3 Song Lyrics

((babul ka yeh ghar behna
kuch din ka thikana hai
babul ka yeh ghar gori
kuch din ka thikana hai
banake dulhan ek din
tujhe piya ghar jaana hai
banake dulhan ek din
tujhe piya ghar jaana hai
babul ka yeh ghar gori
kuch din ka thikana hai

baapu teri bagiya ke
main to woh kali hu re
baabul teri bagiya ke
main to woh kali hu re
chhod teri bagiya mujhe
ghar piya ke jana hai
kyo chhod teri bagiya mujhe
ghar piya ke jana hai
beti ghar babul ke
kissi aur ki amanat hai
beti ghar babul ke
kissi aur ki amanat hai
dastur duniya ka
hum sab ko nibhana hai
haan dastur duniya ka
hum sab ko nibhana hai
babul ka yeh ghar gori
kuch din ka thikana hai

maiya tere anchal ki
main hu kaisi gudiya re
maiya tere anchal ki
main hu kaisi gudiya re
tune mujhe janam diya
tera ghar kyu begana hai
maiya tune mujhe janam diya
tera ghar kyu begana hai
maiya pe kya beet rahi
behna tu ye kya jaane
maiya pe kya beet rahi
behna tu ye kya jaane
kaleje ke tukde ko
ro ro ke bhulana hai
kaleje ke tukde ko
ro ro ke bhulana hai
babul ka yeh ghar gori
kuch din ka thikana hai

bhaiya tere anganaa ki
main kaisi chidiya re
ho bhaiya tere anganaa ki
main kaisi chidiya re
raat bhar besara hai
subha udd jaana hai
raat bhar besara hai
subha udd jaana hai
yaade tere bachpan ki
ham sab ko rulayngi
yaade tere bachpan ki
ham sab ko rulayngi
phir bhi teri doli ko
kaandha to lagana hai
behna teri doli ko
kaandha to lagana hai
babul ka yeh ghar gori
kuch din ka thikana hai.....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Babul Ka Ghar Female Video

Video Description :

Babul Ka Ghar Female download mp3 song

Recent Tags : Babul Ka Ghar Female Lyrics | Babul Ka Ghar Female Video Song | Babul Ka Ghar Female free play mp3 song | Babul Ka Ghar Female free download mp3 song | Babul Ka Ghar Female Full Video Song | Free Babul Ka Ghar Female movie songs | Babul Ka Ghar Female free songs | Babul Ka Ghar Female play online | Babul Ka Ghar Female free mp3 song download | Babul Ka Ghar Female online play Song | Babul Ka Ghar Female Hindi Lyrics | Babul Ka Ghar Female Lyrics | Babul Ka Ghar Female online mp3 songs | Babul Ka Ghar Female full songs | Babul Ka Ghar Female online music | Babul Ka Ghar Female free Video | Babul Ka Ghar Female online Video | Babul Ka Ghar Female mp3 Download | Free Download Babul Ka Ghar Female song