Baba Mai To Toon Ho Lyrics, Singer & Song Details

Jaan Ki Baazi 1985 album cover

Jaan Ki Baazi 1985 Album Details

Ajay Kashyap
Anu Malik
Anjaan
Sanjay Dutt, Anita Raj, Anuradha Patel

album songs
Baba Mai To Toon Ho
Singer : Amit Kumar, Asha Bhosle

Baba Mai To Toon Ho Lyrics

Song Title = Baba Mai To Toon Ho
Movie or Album = Jaan Ki Baazi (1985)
Singers = Amit Kumar, Asha Bhosle
Song Lyricists = Anjaan
Music Composer = Anu Malik
Director = Ajay Kashyap

Mp3 Song Lyrics

((Aaj raat ko dil ki baat ho
Aaj raat ko dil ki baat ho
Ye laal sarbat mein kya milaya
Bula ke ghar kya mujhe pilaya
Chad gayi chad gai chad gai
Baba main to
Baba mai to tun ho gaya
Ho baba ton ho gaya
Baba mai to tun ho gaya
Ho baba ton ho gaya

Saari raat ho khul ke baat ho
Saari raat ho khul ke baat ho
Azab hai tera bambai ka paani
Do ghunt pee ke jhume jawani
Chad gayi chad gai chad gai
Baba main bhi
Baba mai bhi tun ho gaya
Ha baba tun ho gai
Baba mai bhi tun ho gaya
Ha baba tun ho gai

Haath kyun lagaya
Bheege badan ko
Jaane ye kya saraara
Chhu gaya mere mann ko
Lipta hai aise mujse
Tera badan gulabi
Seene se laga le jaise
Botal koi sarabi
Giri giri giri giri
Mujko sambhalo
Gira gira gira gira mujhko sambhalo
Chad gayi chad gai chad gai
Baba main to
Baba mai to tun ho gaya
Ho baba ton ho gaya
Baba mai bhi tun ho gaya
Ha baba tun ho gai

Aise na dekh mujhko
Har saans jhoomti hai
Dil dagmaga rah hai
Saari duniya ghoomti hai
Dil chahata hai tere
Itne kareeb aau
Tujko gale laga ke
Tujh mein hi doob jaau
Giri giri giri giri
Mujko sambhalo
Gira gira gira gira mujhko sambhalo
Chad gayi chad gai chad gai
Baba main to
Baba mai to tun ho gaya
Ho baba ton ho gaya
Baba mai bhi tun ho gaya
Ha baba tun ho gai

Aaj raat ko dil ki baat ho
Aaj raat ko dil ki baat ho
Ye laal sarbat mein kya milaya
Bula ke ghar kya mujhe pilaya
Chad gayi chad gai chad gai
Baba mai to tun ho gaya
Ho baba ton ho gaya
Baba mai to tun ho gaya
Ho baba ton ho gaya

Saari raat ho khul ke baat ho
Saari raat ho khul ke baat ho
Azab hai tera bambai ka paani
Do ghunt pee ke jhume jawani
Chad gayi chad gai chad gai
Baba mai bhi tun ho gaya
Ha baba tun ho gai
Baba mai bhi tun ho gaya
Ha baba tun ho gai..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Baba Mai To Toon Ho

Baba Mai To Toon Ho is a song from Jaan Ki Baazi 1985. It is sung by Amit Kumar, Asha Bhosle. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Jaan Ki Baazi 1985 album song list for more songs and album details.