Baat To Kuchh Bhi Nahi Lyrics, Singer & Song Details

Thes 1949 album cover

Thes 1949 Album Details

Kidar Sharma
Snehal Bhatkar
Kedar Sharma
Bharat Bhushan, Shashikala, Gyani, Maruti, Kamal Mehra

album songs
Baat To Kuchh Bhi Nahi
Singer : Mukesh, Mohammed Rafi

Baat To Kuchh Bhi Nahi Lyrics

Song Title = Baat To Kuchh Bhi Nahi
Movie/Album = Thes (1949)
Singer =Mukesh, Mohammed Rafi, Rajkumari
Lyricist =Kedar Sharma
Music Director =Snehal Bhatkar
Director =Kidar Sharma

Mp3 Song Lyrics

((baat to kuch bhi nahi
dil hai ke bhar aaya hai
dil hai ke bhar aaya hai

dil hasi apni udane pe
utar aaya hai
dil hasi apni udane pe
utar aaya hai
dil hai ke bhar aaya hai
baat to kuch bhi nahi

na kisi ko teri aaho se
na ashko se gairat
tu na samjha tujhe
sau bar ye samjhaya hai
dil hai ke bhar aaya hai
baat to kuch bhi nahi

aankh ro kar kahe
aankh ro kar kahe
rushwa na ho ye phut pade
aankh ro kar kahe
rushwa na ho ye phut pade
dil ke chalo ne nigaho pe
taras khaya hai
dil ke chalo ne nigaho pe
taras khaya hai
dil hai ke bhar aaya hai
bat to kuch bhi nahi))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Baat To Kuchh Bhi Nahi

Baat To Kuchh Bhi Nahi is a song from Thes 1949. It is sung by Mukesh, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Kedar Sharma. Music information: Snehal Bhatkar. Read the lyrics above and view the Thes 1949 album song list for more songs and album details.