Baarhaan Dil Mein Female Lyrics, Singer & Song Details

Mr Singh Mrs Mehta 2010 album cover

Mr Singh Mrs Mehta 2010 Album Details

Pravesh Bhardwaj
None
None
Prashant Narayanan, Aruna Shields, Naved Aslam, Lucy Hassan

album songs
Baarhaan Dil Mein Female
Singer : Shreya Ghoshal

Baarhaan Dil Mein Female Lyrics

Song Title = Baarhaan Dil Mein Female
Movie/Album = Mr. Singh Mrs. Mehta
Singer(S) = Shreya Ghoshal

Mp3 Song Lyrics

((Baarhaan Dil Mein Ik Sawaal Aaya - (2)
Aaj Socha Toh Yeh Khayaal Aaya
Baarhaan Dil Mein Ik Sawaal Aaya
Aaj Socha Toh Yeh Khayaal Aaya
Do Kadam Saath Bas Chale Tum Hum
Hum Safar Toh Na The Kabhi Tum Hum
Baarhaan Dil Mein Ik Sawaal Aaya

Kisane Socha Tha Din Yeh Aayenge
Apane Saaye Bhi Chhut Jaayenge
Main N Ajaanu Mujhe Khushi Hai Ya Ghum
Humsafar Toh Na The Kabhi Tum Hum
Baarhaan Dil Mein Ik Sawaal Aaya
Aaj Socha Toh Yeh Khayaal Aaya
Do Kadam Saath Bas Chale Tum Hum
Hum Safar Toh Na The Kabhi Tum Hum
Baarhaan Dil Mein Ik Sawaal Aaya

Dil Hai Bejaar Jism Bejaan Hai
Koyi Ehsaas Hi Nahi Baaki
Na Yeh Aankhein Yeh Sochake Huyi Num
Humsafar Toh Na The Kabhi Tum Hum
Baarhaan Dil Mein Ik Sawaal Aaya
Aaj Socha Toh Yeh Khayaal Aaya
Do Kadam Saath Bas Chale Tum Hum
Hum Safar Toh Na The Kabhi Tum Hum
Baarhaan Dil Mein Ik Sawaal Aaya..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Baarhaan Dil Mein Female

Baarhaan Dil Mein Female is a song from Mr Singh Mrs Mehta 2010. It is sung by Shreya Ghoshal. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Mr Singh Mrs Mehta 2010 album song list for more songs and album details.