Baar Baar Ansuon Ne Lyrics, Singer & Song Details

Aaj Ka Yeh Ghar 1976 album cover

Aaj Ka Yeh Ghar 1976 Album Details

Surendra Shailaj
Anil Mohile, Arun Paudwal
M. G. Hashmat
Shreeram Lagoo, Romesh Sharma, Lalita Pawar, Madan Puri, Jalal Agha

album songs
Baar Baar Ansuon Ne
Singer : Kishore Kumar

Baar Baar Ansuon Ne Lyrics

Song Lyrics Title = Baar baar ansuon ne
Song Lyrics Movie = Aaj ka yeh ghar 1976
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = M. G. Hashmat
Music Composer = Anil Mohile, Arun Paudwal
Director = Surendra Shailaj
Music Labe l= Saregama
Starring = Shreeram Lagoo, Jaymala, Romesh Sharma, Helen,
A. K. Hangal, Lalita Pawar, Jalal Agha, Madan Puri


mp3 songs


Baar baar ansuon ne bhigoi nazar
Jaane kyu lut gaya aaj ka ye ghar
Aaj ka ye ghar
Baar baar ansuon ne bhigoi nazar
Jaane kyu lut gaya aaj ka ye ghar
Aaj ka ye ghar

Aaj khusio ke chaman mein
Kaisi ye aandhi chali
Aaj khushio ke chaman mein
Kaisi ye aandhi chali
Kyu tod di jhoko ne
Gum ke sakh se dil ki kali
Chal diya bag ba bhi
Kali rond kar
Jane kyu lut gaya
Aaj ka ye ghar
Aaj ka ye ghar

Aur koi chod jata
To na yu hota gila
Or koi chod jata
To na yu hota gila
Aye aasma ye to bata
Ye kis khata ki di saja
Kyu gaya apna hi dil mera tod kar
Janne kyu lut gaya
Aaj ka ye ghar
Aaj ka ye ghar

Gardisho mein waqt ki hai
Zindagi ke kafile
Gardisho mein waqt ki hai
Zindagi ke kafile
Dil se lagaya kal jinhe
Hai aaj unse fasle
Cha gaya andhkar
Ab main jau kidhar
Jaane kyu lut gaya
Aaj ka ye ghar
Aaj ka ye ghar

Aasuo ka jahar jo bhi
Muskurake pee gaya
Aasuo ka jahar jo bhi
Muskurake pee gaya
Kato se bhi uljha magar
Wo phool banke jee gaya
Ho gaya phir safal
Zindagi ka safar
Dekh lo ik nazar
Aaj ka ye ghar
Aaj ka ye ghar..


Posted by : {Anamika Tyagi}

About Baar Baar Ansuon Ne

Baar Baar Ansuon Ne is a song from Aaj Ka Yeh Ghar 1976. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to M. G. Hashmat. Music information: Anil Mohile, Arun Paudwal. Read the lyrics above and view the Aaj Ka Yeh Ghar 1976 album song list for more songs and album details.