Baap Ka Maal Rock Again Lyrics, Singer & Song Details

Zila Ghaziabad 2013 album cover

Zila Ghaziabad 2013 Album Details

Anand Kumar
Amjad Nadeem
Shabbir Ahmed
Sanjay Dutt, Arshad Warsi, Vivek Oberoi, Charmy Kaur, Ravi Kishan, Paresh Rawal,

album songs
Baap Ka Maal Rock Again
Singer : Mika Singh, Anupama Raag

Baap Ka Maal Rock Again Lyrics

Song Title = Baap Ka Maal Rock Again
Movie/Album = Zila Ghaziabad (2013)
Singer = Mika Singh, Anupama Raag
Lyricist = Shabbir Ahmed
Musician = Amjad Nadeem
Directed By = Anand Kumar

Mp3 Song Lyrics

((Joban pe rang khacha khach chadha hai
Joban pe rang khacha khach chadha hai
Disko bhi dekho sala pichhe pada hai
Ghaziabad ki rani hun main
Ghaziabad ki rani hun main
Mera yaar yahaan ka kotwaal

Apne baap ka
Apne baap ka na samjho maal
Apne baap ka na samjho maal
Re apne baap ka na samjho maal
Apne baap ka na samjho maal

Are Ghaziabad ka raja hun
Kotwaal Apne baap ka
Kyun apne baap ka na samjhoon maal
Kyun apne baap ka na samjhoon maal

Chaahane wale tere honge laakhon
Hum sa na koi yahaan, chaahe aazmaa lo
Dilwala jigarwala apne se uncha
Yahaan koi nahin sala
Are Ghaziabad ka raja hun
Mujhko thonke salaam kotwaal
Apne baap ka
Kyun apne baap ka na samjoon maal
Kyun apne baap ka na samjoon maal...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Baap Ka Maal Rock Again

Baap Ka Maal Rock Again is a song from Zila Ghaziabad 2013. It is sung by Mika Singh, Anupama Raag. Lyrics are credited to Shabbir Ahmed. Music information: Amjad Nadeem. Read the lyrics above and view the Zila Ghaziabad 2013 album song list for more songs and album details.