Baanwra Mann Female Lyrics, Singer & Song Details

Hazaaron Khwaishein Aisi 2003 album cover

Hazaaron Khwaishein Aisi 2003 Album Details

Sudhir Mishra
None
None
Kay Kay Menon, Chitrangada Singh, Shiney Ahuja, Saurabh Shukla, Ram Kapoor

album songs
Baanwra Mann Female
Singer : Shubha Mudgal

Baanwra Mann Female Lyrics

Song Title = Baanwra Mann Female
Movie/Album = Hazaaron Khwaishein Aisi (2003)
Singers = Shubha Mudgal

Mp3 Song Lyrics

((banvara mann dekhne chala ek sapna
banvara mann dekhne chala ek sapna
banvare se mann ki dekho, banvari hain bate
banvare se mann ki dekho, banvari hain bate
banvari si dhadkane hain, banvari hain sansein
banvari si karvaton se nindiya too bhage
banvare se nain chahe, banvare jharokho se
banvare najaro ko takna
banvara mann dekhne chala ek sapna

banvare se iss jahan me, banvara ek sath ho
iss sayani bhid me, bas hathon me teraa hath ho
banvari si dhun ho koyi, banvara ek rag ho
o banvari si dhun ho koyi, banvara ek rag ho
banvare se pair chahe, banvare tarano ke
banvare se bol pe thirakna
banvara mann dekhne chala ek sapna

banvara sa ho andhera, banvari khamoshiya
banvara sa ho andhera, banvari khamoshiya
thartharati lau ho maddham, banvari madhoshiya
banvara ek ghungta chahe, haule haule bin bataye
banvara ek ghungta chahe, haule haule bin bataye
banvare se mukhde se sarakna
banvara mann dekhne chala ek sapna
banvara mann dekhne chala ek sapna
banvara mann dekhne chala ek sapna
banvara mann dekhne chala ek sapna...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Baanwra Mann Female

Baanwra Mann Female is a song from Hazaaron Khwaishein Aisi 2003. It is sung by Shubha Mudgal. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Hazaaron Khwaishein Aisi 2003 album song list for more songs and album details.