Baandh Lo Ghunghroo Lyrics, Singer & Song Details

Pathar Ke Insan 1990 album cover

Pathar Ke Insan 1990 Album Details

Shomu Mukherjee
Bappi Lahiri
Indeevar
Vinod Khanna, Jackie Shroff, Sridevi, Saeed Jaffrey, Amita Nangia, Om Shiv Puri,

album songs
Baandh Lo Ghunghroo
Singer : Amit Kumar, S. Janaki

Baandh Lo Ghunghroo Lyrics

Song Title = Baandh Lo Ghunghroo
Movie/Album = Pathar Ke Insan (1990)
Singers = Amit Kumar, S. Janaki
Song Lyricists = Indeevar
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = Shomu Mukherjee

Mp3 Song Lyrics

((Bandh lo ghungru nacho sanam
Sargam ban jaye duniya ka gam
Bandh lo ghungru nacho sanam
Sargam ban jaye duniya ka gam
Duniya kya hai jivan kya hai
Sukh dukh ka hai ek sangam

Tere rup ka meinre geet ka
Charcha ganv ganv mein
Payal kya hai ghungharu kya hai
Bijli bandh le panv mein

Tere rup ka meinre geet ka
Charcha ganv ganv mein
Payal kya hai ghungharu kya hai
Bijli bandh le panv mein
Chhan kara kam hone na paye
Jab tak gori dam mein dam

Bandh lo ghungru nacho sanam
Sargam ban jaye duniya ka gam
Duniya kya hai jivan kya hai
Sukh dukh ka hai ek sangam

Maine nayi ek duniya dekhi
Jab se tere main sine lagi
Jine ki himmat tune jaga di
Main to phir se jine lagi

Maine nayi ek duniya dekhi
Jab se tere main sine lagi
Jine ki himmat tune jaga di
Main to phir se jine lagi
Ek taraf ye sari duniya
Ek taraf piya tum aur hum

Nacho sanam gao sanam
Sargam ban jaye duniya ka gam
Duniya kya hai jivan kya hai
Sukh dukh ka hai ek sangam
Duniya kya hai jivan kya hai
Sukh dukh ka hai ek sangam...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Baandh Lo Ghunghroo

Baandh Lo Ghunghroo is a song from Pathar Ke Insan 1990. It is sung by Amit Kumar, S. Janaki. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Pathar Ke Insan 1990 album song list for more songs and album details.