Baalam Aaye Baso Lyrics, Singer & Song Details

Devdas 1935 album cover

Devdas 1935 Album Details

P.C. Barua
Timir Baran
Kidar Nath Sharma
Nirmal Bannerjee, P.C. Barua, Manoranjan Bhattacharya

album songs
Baalam Aaye Baso
Singer : Kundan Lal Saigal

Baalam Aaye Baso Lyrics

Song Lyrics Title = Baalam Aaye Baso
Movie/album = Devdas (1935)
Singers = Kundan Lal Saigal
Song Lyricists = Kidar Nath Sharma
Music Composer = Timir Baran
Director = P.C. Barua
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Baalam aaye baso more man mein
Baalam aaye baso more man mein
Baalam aaye baso more man mein
Baalam

Saawan aayaa tum na aaye
Baalam aaye baso more man mein
Baalam aaye baso more man mein
Saawan aayaa tum na aaye
Saawan aayaa tum na aaye
Tum bin rasiyaa kuchh na bhaaye
Tum bin rasiyaa kuchh na bhaaye
Man mein more hook uthat jab
Man mein more hook uthat jab
Koyal kookti ban mein
Baalam aaye baso

Sooratiyaa jaaki matwaari
Sooratiyaa jaaki matwaari
Patli kamariyaa umariyaa baari
Sooratiyaa jaaki matwaari
Patli kamariyaa umariyaa baari
Ek nayaa sansaar basaa hai
Ek nayaa sansaar basaa hai
Jinke do nainan mein
Baalam aaye baso more man mein
Baalam aaye baso more man mein...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Baalam Aaye Baso

Baalam Aaye Baso is a song from Devdas 1935. It is sung by Kundan Lal Saigal. Lyrics are credited to Kidar Nath Sharma. Music information: Timir Baran. Read the lyrics above and view the Devdas 1935 album song list for more songs and album details.