Baagon Mein Khilte Hai Lyrics, Singer & Song Details

Suhag Sindoor 1961 album cover

Suhag Sindoor 1961 Album Details

R. Krishnan, S. Panju
Chitragupta Shrivastava
Rajendra Krishan
Manoj Kumar, Mala Sinha, Johny Walker, Balraj Sahni, Shobha Khote, Ulhas, Umakan

album songs
Baagon Mein Khilte Hai
Singer : Lata Mangeshkar, Talat Mahmood

Baagon Mein Khilte Hai Lyrics

Song Title = Bagon Me Khilte Hai
Movie/Album = Suhaag Sindoor (1961)
Singers = Lata Mangeshkar, Talat Mahmood
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Chitragupta Shrivastava
Director = R. Krishnan, S. Panju

Mp3 Song Lyrics

((Bago mein khilte hai phool
Kasam teri aankho ki khake
Bago mein khilte hai phool
Kasam teri aankho ki khake
Aayi samjh jo bhool
Gire tere kadmo ke aake
Aayi samjh jo bhool
Gire tere kadmo ke aake

Ghunghat ke piche ye rup sada
Badli me jaise ho chand aadha
Ghunghat ke piche ye rup sada
Badli mein jaise ho chand aadha
Tum mere sapno ke natkhat kanhaiya
Tum mere sapno ke natkhat kanhaiya
Mai hu tumhare khwabo ki radha
Bago mein khilte hai phool
Kasam teri aankho ki khake
Aayi samjh jo bhul gire
Tere kadmo ke aake
Aayi samjh jo bhul gire
Tere kadmo ke aake

Aankho mein rakhna dil me basana
Dharti ke jarre ko tara banana
Aankho mein rakhna dil me basana
Dharti ke jarre ko tara banana
Jiwan ki raho ke masum sathi
Jiwan ki raho ke masum sathi
Teri najar pe luta du jamana.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Baagon Mein Khilte Hai

Baagon Mein Khilte Hai is a song from Suhag Sindoor 1961. It is sung by Lata Mangeshkar, Talat Mahmood. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Chitragupta Shrivastava. Read the lyrics above and view the Suhag Sindoor 1961 album song list for more songs and album details.