Baaghon Mein Khile Hain Lyrics, Singer & Song Details

Shubh Kaamna 1983 album cover

Shubh Kaamna 1983 Album Details

K Vishwanath
Rahul Dev Burman
Anjaan
Rakesh Roshan, Rati Agnihotri, Asrani, Utpal Dutt, Asha Lata, Satyen Kappu, Suji

album songs
Baaghon Mein Khile Hain
Singer : Asha Bhosle, S. P.

Baaghon Mein Khile Hain Lyrics

Song Title = Baaghon Mein Khile Hain
Movie/album = Shubh Kaamna (1983)
Singers = Asha Bhosle, S. P. Balasubrahmanyam
Song Lyricists = Anjaan
Music Director = Rahul Dev Burman
Director = K. Vishwanath

Mp3 Song Lyrics

((Baago mein khile hai
Kaise kaise phoolwa
Bulbul kyun nahi gaye

Baago mein khile
Hai kaise kaise phoolwa
Bulbul kyo nahi gaye
Ho o gana jo chahe
Wo hotho pe na aaye
Bulbul kaise gaye
Ho o gana jo chahe
Wo hotho pe na aaye
Bulbul kaise gaye

Gungun banwara kali kali
Se yun udh jaye kyun
Ye koi kyun dekhe
Ho o uthti girti lahar lahar
That se takraye kyun
Ye koi kyun soche

Ho o hua kya dekho
Na kya hoga socho na
Jo hoga hoga to kya

Baago me khile hai
Kaise kaise phoolwa
Bulbul kyun nahi
Bulbul kaise gaye

O jab ruthwayi chayi
Ghata to phir udh jaye kyun
Je koi kyu puche
Ho ek ek tara din mein
Ghum ho raat mein aaye kyun
Je koi kya samjhe

O hawa na aaye
To ghata na chaye
Na aaye na chaye to kya

Baago me khile hai
Kaise kaise phulwa
Bulbul kyo nahi gaye
Gana jo chahe wo
Hotho pe na aaye
Bulbul kaise gaye
Gana jo chahe wo
Hotho pe na aaye
Bulbul kaise gaye

Ek pal dhup to ek pal chaya
To ye mann bharmaye kyun
Ye baate ko jane
Chup chup kar
Ye khel jo khele
Najar na aaye kyun
Ye baate ko jaane
O mere sajaye
Tamashe dikhaye
Najar na aaye to kya

Baago mein khile hai
Kaise kaise phoolwa
Bulbul kyun nahi gaye
Ho o gana jo chahe
Wo hotho pe na aaye
Bulbul kaise gaye.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Baaghon Mein Khile Hain

Baaghon Mein Khile Hain is a song from Shubh Kaamna 1983. It is sung by Asha Bhosle, S. P.. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Shubh Kaamna 1983 album song list for more songs and album details.