Baag Mein Tu Chal Lyrics, Singer & Song Details

Sauda 1995 album cover

Sauda 1995 Album Details

Ramesh Modi
Aadesh Shrivastava
None
Sumeet Saigal, Neelam, Vikas Bhalla, Saeed Jaffery, Dalip Tahil, Kiran Kumar

album songs
Baag Mein Tu Chal
Singer : Asha Bhosle, Udit Narayan

Baag Mein Tu Chal Lyrics

Song Title = Baag Mein Tu Chal
Movie/Album = Sauda (1995)
Singers = Asha Bhosle, Udit Narayan
Song Lyricists = None
Music Composer = Aadesh Shrivastava
Director = Ramesh Modi

Mp3 Songs Lyrics

((Baag mein tu chal
Baag mein tu chal
Main aayi tere pichhe
Ha ha baag mein tu chal
Main aayi tere pichhe
Baith ke baat karenge
Pipal ke niche
Ha ha baag mein tu chal

Baag mein nahi hai jaana
Baag mein nahi hai jaana
Waha hoga sara zamana
Kaise sunaunga main tujhko
Dil ka prem tarana tarana
Tarana tarana
Baag mein tu chal
Main aayi tere pichhe
Ha ha baag mein tu chal

Baag mein tu chal
Main aayi tere pichhe
Ha ha baag mein tu chal
Main aayi tere pichhe
Baith ke pyar karenge
Akhiyo ko miche
Ha ha baag mein tu chal

Raste hai wo anjaane
Raste hai wo anjaane
Hum to hai pyar ke deewane
Koi lutera na lute
Ye chaahat ke khazane
Khazane khazane khazane
Phir dur kahi tu chal
Main aayi tere pichhe
Ha ha dur kahi tu chal

Are dur kahi tu chal
Main aayi tere pichhe
Are dur kahi tu chal
Main aayi tere pichhe
Ho na jaha darr koi
Humko kisi se
Ha ha dur kahi tu chal

Aa sa jaha ek pyara
Aa sa jaha ek pyara
Hum to basayenge yaara
Pyar hi pyar karenge
Bhul ke ye jag sara
Ha sara ho sara hai sara

To khwab mein to chal
Main aayi tere pichhe.))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Baag Mein Tu Chal

Baag Mein Tu Chal is a song from Sauda 1995. It is sung by Asha Bhosle, Udit Narayan. Lyrics are credited to None. Music information: Aadesh Shrivastava. Read the lyrics above and view the Sauda 1995 album song list for more songs and album details.