Baadlon Pe Paon Lyrics, Singer & Song Details

Kucch Luv Jaisaa 2011 album cover

Kucch Luv Jaisaa 2011 Album Details

Barnali Ray Shukla
Pritam Chakraborty
Irshad Kamil
Shefali Shah, Rahul Bose

album songs
Baadlon Pe Paon
Singer : Mannan Shaah

Baadlon Pe Paon Lyrics

Song Title = Badal Pe Paaon
Movie/album = Kucch Luv Jaisaa (2011)
Singers = Mannan Shaah
Song Lyricists = Irshad Kamil
Music Director = Pritam Chakraborty
Director = Barnali Ray Shukla
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Baadalon pe paon rakh ke
Aasman ko choo liya
Jo kabhi kiya na tha
Woh aaj main ne kiya

Rahi na koi aarzoo
Paya hai main ne woh sukoon
Khwahishon, ke haath mein
Somp di hai zindagi
Khoob hai, khas hai
Ab khwab si hai zindagi...i..

Oo..oh..oh..o...

Aise main ne dekhe raste (ho..)
Jo na bane the mere vaaste (ho..)
Ujalon ki thi os jin pe
Yeh hosh jin pe tha lapata..

Mere haathon se dil jhootha asia
Mera na ho yeh ho begana jese
Kabhi na sochi thi jo
Wohi hui hai thodi si nayi hai khata

Khwahishon, ke haath mein
Somp di hai zindagi
Khoob hai, khas hai
Ab khwab si hai zindagi...i..

Oo..oh..oh..o...

Sawalon mein sau baatein jhagate (ho..)
Khayalon se bhi aage bhagte (ho..)
Guzaare ki jo main ne kar ke iqrar
Kar ke main ne yahan

Udane hain tabhi toh aasman hai
Yahin kahin pe aisa bhi jahan hai
Khayalon mein jo roz aaye
Jo roz jaye aisa jahan

Khwahishon, ke haath mein
Somp di hai zindagi
Khoob hai, khas hai
Ab khwab si hai zindagi

Oo..oh..oh..o...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Baadlon Pe Paon

Baadlon Pe Paon is a song from Kucch Luv Jaisaa 2011. It is sung by Mannan Shaah. Lyrics are credited to Irshad Kamil. Music information: Pritam Chakraborty. Read the lyrics above and view the Kucch Luv Jaisaa 2011 album song list for more songs and album details.