Aye Watan Slow Lyrics, Singer & Song Details

Shaheed 1965 album cover

Shaheed 1965 Album Details

S Ram Sharma
None
None
Manoj Kumar, Prem Chopra, Anant Purushottam Marathe

album songs
Aye Watan Slow
Singer : Mohammed Rafi

Aye Watan Slow Lyrics

Song Title = Aye Watan Slow
Movie/Album = Shaheed (1965)
Singer = Mohammed Rafi

Mp3 Songs Lyrics

((Marte Bhi Gaye, kahte Bhi Gaye

Azadi Ke Parwane
Jeen To Usi ka Jeen Hai Jo Marna Watan Pe Jaane

(Aye Watan Aye Watan Humko Teri Kasam

Teri Rahin Pe Jaan Tak Luta Jayenge

Phool Kya Cheez Hai Tere Kadmoon Pe Hum

Bheth Apne Saroon ki ch?a Jayenge ) -- 2


Aye Watan Aye Watan
Male

(Koi Punjab Se, Koi Maharashtra Se

Koi UP Se Hai Koi Bengal Se)
Chorus

(Koi Punjab Se, Koi Maharashtra Se

Koi UP Se Hai Koi Bengal Se)
Male

Teri Pooja Ki Thali Mein Layen Hum--2

Phool Her Rang Ke Aaj Her Daal Se
Chorus

Phool Her Rang Ke Aaj Her Daal Se
Male

Naam Kuch Bhi Sahi Per Lagan Ak Hai

Jyot Se Jyot Dil Ki Jaga Jayenge
Chorus

Aye Watan Aye Watan Humko Teri Kasam

Teri Rahin Pe Jaan Tak Luta Jayenge

Aye Watan Aye Watan
Male

(Teri Janib Uthe Jo Kahar Ki Nazar

Us Nazar Ko Jhuka Ke Hi Dum Lenge Hum)--2

(Teri Dharti Pe Hai Jo Kadam Gair Ka

Us Kadam Ka Nishan Tak Mita Denge Hum
Chorus

Us Kadam Ka Nishan Tak Mita Denge Hum
Male

Jo Bhi Deewar Aayegi Ab Samne

Thokroon Se Use Hum Gira Jayenge
Chorus

Aye Watan Aye Watan Humko Teri Kasam

Teri Rahin Pe Jaan Tak Luta Jayenge

Aye Watan Aye Watan
Male

(Jab Shahido Ki Arthi Uthe Dhoom Se

Desh Walon Tum Aansson Bahana Nahi)--2

Per Manaoo Jab Azad Bharat Ka Din

Us gh?i Tum Hamein Bhool Jaana Nahi
Chorus

Per Manaoo Jab Azad Bharat Ka Din

Us gh?i Tum Hamein Bhool Jaana Nahi
Male

Laut Kar Aa Sake Na Jahan Mein To Kya

Yaad Ban Ke Dilon Mein To Aa Jayenge...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aye Watan Slow

Aye Watan Slow is a song from Shaheed 1965. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Shaheed 1965 album song list for more songs and album details.