Aye Subha Tu Shabnami Lyrics, Singer & Song Details

Baaz 2003 album cover

Baaz 2003 Album Details

Tinnu Verma
Ismail Darbar
Mehboob Alam Kotwal
Jackie Shroff, Sunil Shetty, Karisma Kapoor

album songs
Aye Subha Tu Shabnami
Singer : Roop Kumar Rathod, Sadhana

Aye Subha Tu Shabnami Lyrics

Song Lyrics Title = Aye Subha Tu Shabnami
Song Lyrics Movie = Baaz (2003)
Singers = Roop Kumar Rathod, Sadhana Sargam
Song Lyricists = Mehboob Alam Kotwal
Music Composer = Ismail Darbar
Music Director = Ismail Darbar
Director = Tinnu Verma


Mp3 Song Lyrics

((Aye subha tu shabnami
Aye ghata tu surmayee
Aye subha tu shabnami
Aye ghata tu surmayee
Aye hawa tujh mein nami
Aye hawa tujh mein nami
Par yaar mera hai itna haseen
Ke tum sab mein to lagti hai kami
Aye subha tu shabnami
Aye ghata tu surmayee

Dekhte hi dil ko jo loot le
Aisa hai jaadoo kise mein kahan
Aisa hai jaadoo kise mein kahan
Tumhe tanha na chhodengi meri nigaah
Tumhe tanha na chhodengi meri nigaah
Ke aankhon mein ho tumhi to base
Aye subha tu shabnami
Aye ghata tu surmayee

Dil betaab hai
Bas yehi khwaab hai
Tujhko main apna bana loon sanam
Tujhko main apna bana loon sanam
Tujhe duniyan se chheen loon teri kasam
Tujhe duniyan se chheen loon teri kasam
Mohabbat ki hai yeh deewangee
Aye ghata tu surmayee
Aye subha tu shabnami
Aye ghata tu surmayee
Aye hawa tujh mein nami
Par yaar mera hai itna haseen
Ke tum sab mein to lagti hai kami..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Aye Subha Tu Shabnami Video

About Aye Subha Tu Shabnami

Aye Subha Tu Shabnami is a song from Baaz 2003. It is sung by Roop Kumar Rathod, Sadhana. Lyrics are credited to Mehboob Alam Kotwal. Music information: Ismail Darbar. Read the lyrics above and view the Baaz 2003 album song list for more songs and album details.