Aye Meri Zindagi Lyrics, Singer & Song Details

Saaya 2003 album cover

Saaya 2003 Album Details

Anurag Basu
Anu Malik
Sayeed Quadri
John Abraham, Tara Sharma, Mahima Chaudhry

album songs
Aye Meri Zindagi
Singer : Udit Narayan

Aye Meri Zindagi Lyrics

Song Title = Aye Meri Zindagi
Movie/album = Saaya (2003)
Singers = Udit Narayan
Song Lyricists = Sayeed Quadri
Music Director = Anu Malik
Director = Anurag Basu
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Ai meree jindagi tu mere saath hai
Ai meree jindagi tu mere saath hai
Abb mujhe iss jamaane kee parwaah nahee
Jaan le lu bhee mai, jaan de du bhee mai
Jaan le lu bhee mai, jaan de du bhee mai
Koyee kimat chukaane kee parwaah nahee
Ai meree jindagi tu mere saath hai

Teri chaahat si koi bhi chaahat nahi
Kiun ke iss mein kahin bhi banaawat nahi
Qudratan husn tera hai sab se haseen
Duniya daari ki iss mein milaawat nahi
Duniya daari ki iss mein milaawat nahi
Issko paana hai mujhko, kisi haal mein
Duniya daari ki iss mein milaawat nahi
Issko paana hai mujhko, kisi haal mein
Iss pe jaan bhi gawaane ki perva nahi
Aye meri zindagi, tu mere saath hai

Hai teriii churiyoon ka khanakna mera
Aur tere gesuoon ka mehekna mera
Naqsh rehta hai her pal mere jism pe
Wo lipatna tera, wo simatna tera
Wo lipatna tera, wo simatna tera
Meri aankhon ko bas tera deedaar ho
Meri aankhon ko bas tera deedaar ho
Kuch mujhe aur paane ki parwaah nahee
Aye meri zindagi, tu mere saath hai
Aye meri zindagi, tu mere saath hai
Ab mujhe iss zamaane ki parwaah nahee
Aye meri zindagi, tu mere saath hai.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aye Meri Zindagi

Aye Meri Zindagi is a song from Saaya 2003. It is sung by Udit Narayan. Lyrics are credited to Sayeed Quadri. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Saaya 2003 album song list for more songs and album details.