Aye Malik Tere Bandhe Female Lyrics, Singer & Song Details

Do Ankhen Barah Haath 1957 album cover

Do Ankhen Barah Haath 1957 Album Details

V. Shantaram
Vasant Desai
Bharat Vyas
V. Shantaram, Sandhya

album songs
Aye Malik Tere Bandhe Female
Singer : Lata Mangeshkar

Aye Malik Tere Bandhe Female Lyrics

Song Title = Aye Malik Tere Bandhe Female
Movie/Album = Do Ankhen Barah Haath (1957)
Singer(s) = Lata Mangeshkar
Music Director(s) = Vasant Desai
Lyricist(s) = Bharat Vyas

Mp3 Song Lyrics

((ai malik tere bande ham, aise ho hamare karam
nekee par chale, aaur badee se tale, tankee hasate huye nikale

dam

yeh andhera ghana chha raha, tera insan ghabara raha
ho raha bekhabar kuchh na aata najar, sukh ka suraj chhupa ja

raha
hai teree roshanee me jo dam toh amawas ko karde punam

bada kamjor hain aadamee, abhee lakho hain iss me kamee
par too jo khada hain dayalu bada, teree kirapa se dharatee

thamee
diya tune hume jab janam, too hee jhelega ham sabke gam

jab julmo ka ho samana, tab too hee hame thamana
woh burayee kare, ham bhalayee bhare, nahee badle kee ho kamana
badh uthhe pyar ka har kadam, aur mite bair ka yeh bharam...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aye Malik Tere Bandhe Female

Aye Malik Tere Bandhe Female is a song from Do Ankhen Barah Haath 1957. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Bharat Vyas. Music information: Vasant Desai. Read the lyrics above and view the Do Ankhen Barah Haath 1957 album song list for more songs and album details.