Aye Dushman E Jaan Lyrics, Singer & Song Details

Pathar Ke Sanam 1967 album cover

Pathar Ke Sanam 1967 Album Details

Raja Nawathe
Laxmikant, Pyarelal
Majrooh Sultanpuri
Manoj Kumar, Waheeda Rehman, Pran, Mumtaz

album songs
Aye Dushman E Jaan
Singer : Asha Bhosle

Aye Dushman E Jaan Lyrics

Song Title = Aye Dushman E Jaan
Movie/Album = Pathar Ke Sanam (1967)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = Raja Nawathe

Mp3 Song Lyrics

((Aaa haaaa
Ye bahaar
Haa
Ye samaaa haa
Aaaa aaaa

Ai dushman-e-jaan
Chal diya kahaan aaaa
Ai dushman-e-jaan
Chal diya kahaan
Ye bahaar
Gaalon pe lat haa bekaraar
Gora badan haa pyaar pyaar
Tujhko pukaare
Tu nahin sunta
Kya karoon allaha haa aaa
Ai dushman-e-jaan
Chal diya kahaan
Ye bahaar
Gaalon pe lat haa bekaraar
Gora badan haa pyaar pyaar
Tujhko pukaare
Tu nahin sunta
Kya karoon allaha haa aaa

Chhaaon bhi jo sanam teri
Chhaaon bhi jo sanam teri
Mil gayee meri chhaaon se
Daali badan ki huyee hari
Khil gayee main adaaon se
Dekho meri angdaayiyaan
Aa aa
Ai dushman-e-jaan
Chal diya kahaan
Ye bahaar
Gaalon pe lat haa bekaraar
Gora badan haa pyaar pyaar
Tujhko pukaare
Tu nahin sunta
Kya karoon allaha haa aaa

Aajaa aajaa
O mat der kar
Aajaa aajaa mat der kar
Masti hai abhi chaal mein
Aayaa bhi meri jaan tu agar
Aathe aathe kayee saal mein
Tab tak jiyungi kahaan
Aaaaa?aaaaa
Ai dushman-e-jaan
Chal diya kahaan??.
Ye bahaar
Gaalon pe lat haa bekaraar
Gora badan haa pyaar pyaar
Tujhko pukaare
Tu nahin sunta
Kya karoon allaha haa aaa
Ai dushman-e-jaan
Chal diya kahaan
Ai dushman-e-jaan
Chal diya kahaan

Ai dushman-e-jaan
Chal diya kahaan
Ye bahaar
Gaalon pe lat haa bekaraar
Gora badan haa pyaar pyaar
Tujhko pukaare
Tu nahin sunta
Kya karoon allaha haa aaa
Ai dushman-e-jaan
Chal diya kahaan
Ai dushman-e-jaan
Chal diya kahaan
Ai dushman-e-jaan
Chal diya kahaan..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aye Dushman E Jaan

Aye Dushman E Jaan is a song from Pathar Ke Sanam 1967. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Pathar Ke Sanam 1967 album song list for more songs and album details.