Aye Duniya Tujhko Salaam Lyrics, Singer & Song Details

Pyaar Ka Mandir 1988 album cover

Pyaar Ka Mandir 1988 Album Details

K Bapaiah
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Mithun Chakraborty, Madhavi, Raj Kiran, Shoma Anand, Kader Khan, Aruna Irani

album songs
Aye Duniya Tujhko Salaam
Singer : Kishore Kumar

Aye Duniya Tujhko Salaam Lyrics

Song Title = Aye Duniya Tujhko Salaam
Movie/album = Pyaar Ka Mandir 1988
Singer = Kishore Kumar
Lyricist = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Film Director = K Bapaiah

Mp3 Song Lyrics

((aye dunia tujhko salam
tune mera nam bhula diya tha
aye dunia tujhko salam
tune mera nam bhula diya tha
bhule se sahi tune mujhko yad kiya tera sukriya
tera tera tera sukriya tera tera tera sukriya

geet koi ga ke sunata hu mai
aaj tujhe nach ke manata hu mai
geet koi ga ke sunata hu mai
aaj tujhe nach ke manata hu mai
tere waste badla rup ye tere waste badla rup ye
ban gaya dekh mai bahrupiya
aye dunia tujhko salam
tune mera nam bhula diya tha

apna nahi begana kaha tune mujhe diwana kaha
apna nahi begana kaha tune mujhe diwana kaha
iska gum nahi ye bhi kam nahi
iska gum nahi ye bhi kam nahi
tune mujhko koi nam to diya
aye dunia tujhko salam
tune mera nam bhula diya tha

teer pe teer chalaye ja chot pe chot lagaye ja
teer pe teer chalaye ja chot pe chot lagaye ja
gussa kam na kar mera gum na kar
gussa kam na kar mera gum na kar
mera kya hai mai jiya na jiya
aye dunia tujhko salam
tune mera nam bhula diya tha
bhule se sahi tune mujhko yad kiya tera sukriya
tera tera tera sukriya tera tera tera sukriya..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aye Duniya Tujhko Salaam

Aye Duniya Tujhko Salaam is a song from Pyaar Ka Mandir 1988. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Pyaar Ka Mandir 1988 album song list for more songs and album details.