Aye Dost Mere Maine Duniya Lyrics, Singer & Song Details

Sachchai 1969 album cover

Sachchai 1969 Album Details

K Shankar
Shankar Jaikishan
Rajinder Krishan
Shammi Kapoor, Sanjeev Kumar, Sadhana Shivdasani

album songs
Aye Dost Mere Maine Duniya
Singer : Mohammed Rafi, Manna Dey

Aye Dost Mere Maine Duniya Lyrics

Song Lyrics Title = Aye Dost Mere Maine Duniya
Song Lyrics Movie = Sachaai (1969)
Singer = Mohammed Rafi, Manna Dey
Music Director = Shankar Jaikishan
Lyricist = Rajinder Krishan

Mp3 Song Lyrics

((aye dost mere maine duniya dekhi hai
achi tarah apni, najar se dekhi hai
yaha achha bura kaun, hai pahachanna mushkil
aye dost mere maine duniya dekhi hai
aye dost mere maine duniya dekhi hai
achi tarah apni najar se dekhi hai
yaha achha bura kaun, hai pahachanna mushkil
aye dost mere maine duniya dekhi hai

sach ki puja karne vale, hamne bhukhe marte dekhe
jhuth ka daman thamne, vale hamane mauje karte dekhe
phulo ki sej par
phulo ki sejo par so kar, jhuthe ko aaram na aaye
lekin sache ko pal bhar me, kanto par bhi nind aa jaye
aye dost, aye dost
aye dost mere maine duniya dekhi hai
achi tarah apni najar se dekhi hai
yaha achha bura kaun, hai pahachanna mushkil
aye dost mere maine duniya dekhi hai

jiska man ho saaf wo girkar, bhi upar aa jata hai
chand ko dekho jo ghat ghat, kar phir bhi aage badh jata

hai
jiska tara chamka
jiska tara chamka sabne, badhakar uska sath diya
girate ko yaha kisane thama, kisne usko hath diya
aye dost mere maine duniya dekhi hai
achi tarah apni najar se dekhi hai
yaha achha bura kaun, hai pahachanna mushkil
aye dost mere maine duniya dekhi hai

apani to har subah holi apani, to har shaam divali
do din ki ye duniya sath nahi, hai jaane wali
is dunia me
is dunia me jine ki aye dost, ada kuch or hi hai
dekh parayi aag me jalkar, iska maja kuch or hi hai
aye dost, aye dost
aye dost mere maine duniya dekhi hai
achi tarah apni najar se dekhi hai
yaha achha bura kaun, hai pahachanna mushkil
aye dost mere maine duniya dekhi hai..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aye Dost Mere Maine Duniya

Aye Dost Mere Maine Duniya is a song from Sachchai 1969. It is sung by Mohammed Rafi, Manna Dey. Lyrics are credited to Rajinder Krishan. Music information: Shankar Jaikishan. Read the lyrics above and view the Sachchai 1969 album song list for more songs and album details.