Aye Dil Ye Bata Lyrics, Singer & Song Details

Julie 2004 album cover

Julie 2004 Album Details

Deepak. S Shivadasani
Himesh Reshammiya
Sameer
Neha Dhupia, Priyanshu Chatterjee, Yash Tonk, Sanjay Kapoor, Achint Kaur

album songs
Aye Dil Ye Bata
Singer : Sonu Nigam, Alka Yagnik

Aye Dil Ye Bata Lyrics

Song Title = Aye Dil Ye Bata
Movie/Album = Julie (2004)
Singer = Sonu Nigam, Alka Yagnik
Lyricist = Sameer
Music = Himesh Reshammiya

Mp3 Song Lyrics

((aye dil yeh bata kyun hone laga ik dard sine mein
aane laga kyun maja jine mein) - (2)
yeh pyaar hai ya phir kuchh aur hai
aye dil yeh bata kyun hone laga ik dard sine mein
aane laga kyun maja jine mein
yeh pyaar hai ya phir kuchh aur hai
aye dil yeh bata, aye dil yeh bata

deewaanapan aisa mujhape chhaaya hai
lamaha lamaha ik bechaini laaya hai
kuchh khokar bhi maine sab kuchh paaya hai - (2)
kyun mehake sama kyun chhaaye nasha, shabnam ?? pine mein
aane laga kyun maja jine mein
yeh pyaar hai ya phir kuchh aur hai
aye dil yeh bata, aye dil yeh bata

teri panaahon mein abb rehana chaahu main
kya kya jaana tujhase kehana chaahu main
yeh betaabi abb toh seh na paau main - (2)
kyun dhadkan meri deeewaana karein chaahat ke mahine mein
aane laga kyun maja jine mein
yeh pyaar hai ya phir kuchh aur hai
aye dil yeh bata kyun hone laga ik dard sine mein
aane laga kyun maja jine mein
yeh pyaar hai ya phir kuchh aur hai - (2))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aye Dil Ye Bata

Aye Dil Ye Bata is a song from Julie 2004. It is sung by Sonu Nigam, Alka Yagnik. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the Julie 2004 album song list for more songs and album details.