Aye Dil E Beqarar Jhoom Lyrics, Singer & Song Details

Shahjehan 1946 album cover

Shahjehan 1946 Album Details

Abdul Rashid Kardar
None
None
Ragini, K. L. Saigal, Kanwar, Nasreen, P. Jairaj

album songs
Aye Dil E Beqarar Jhoom
Singer : K L Sehgal

Aye Dil E Beqarar Jhoom Lyrics

Song Title = Aye Dil E Beqarar Jhoom
Movie/Album = Shahjehan 1946
Singer = K L Sehgal

Mp3 Song Lyrics

((ai dil-e-beqaraar jhoom,
ai dil-e-beqaraar jhoom
ai dil-e-beqaraar jhoom,
ai dil-e-beqaraar jhoom

abr-e-bahaar aa gayaa,
daur-e-khizaa chalaa gayaa
ishq muraad paa gayaa,
husn ki mach rahi hai dhoom
chhitaki huyi hai chaandni,
masti mein hai kali kali
jhoom rahi hai zindagi,
tu bhi hazaar baar jhoom
ai dil-e-beqaraar jhoom

taare hain maahtaab hai,
husn hai aur shabaab hai
zindagi kaamyaab hai,
aarzuon kaa hai hazoom
ai dil-e-beqaraar jhoom
ai dil-e-beqaraar jhoom

teraa nashaa teraa khumaar,
ab hai bahaar hi bahaar
peeke khushi mein baar baar,
peer-e-jawaan ke haath choom
ai dil-e-beqaraar jhoom
ai dil-e-beqaraar jhoom
ai dil-e-beqaraar jhoom))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aye Dil E Beqarar Jhoom

Aye Dil E Beqarar Jhoom is a song from Shahjehan 1946. It is sung by K L Sehgal. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Shahjehan 1946 album song list for more songs and album details.