Aye Bhola Bhola Man Mera Lyrics, Singer & Song Details

Jhumroo 1961 album cover

Jhumroo 1961 Album Details

Shankar Mukherjee
Kishore Kumar
Majrooh Sultanpuri
Kishore Kumar, Madhubala, Chanchal

album songs
Aye Bhola Bhola Man Mera
Singer : Kishore Kumar

Aye Bhola Bhola Man Mera Lyrics

Song Title = Aye Bhola Bhola Man Mera
Movie/Album = Jhumroo (1961)
Singer =Asha Bhosle, Kishore Kumar
Music Composer = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Kishore Kumar
Director = Shankar Mukherjee

Mp3 Song Lyrics

((aye bhola bhala man mera
kahi re sajan kho gaya gaya
aye bhola bhala man mera
kahi re sajan kho gaya gaya
bahke kadam kuch hame bhi sanam
ho gaya gaya gaya
aye bhola bhala man mera
kahi re sajan kho gaya gaya

hai najar gumsum
hum to sab bhule
kuch kaho ab tum
rut chali chum chum chum
hum to sab bhule
kuch kaho ab tum
ye tera jana jake fir aana
aake fir sharmana
ek fasana ho gaya
aye bhola bhala man mera
kahi re sajan kho gaya gaya
bahke kadam kuch hame bhi sanam
ho gaya gaya gaya
aye bhola bhala man mera
kahi re sajan kho gaya gaya

tum ho kyu bekal
kyu dhala kajal
chand ke mukh pe
kyu ude badal
tum ho kyu bekal
kyu dhala kajal
chand ke mukh pe
kyu ude badal
jadugar tere nain bake re
pyar me khoke dil diwana ho ho
gaya gaya
bhola bhala man mera
kahi re sajan kho gaya gaya
bahke kadam kuch hame bhi sanam
ho gaya gaya gaya
aye bhola bhala man mera
kahi re sajan kho gaya gaya

pyar me hum to pake balam ko
hosh kho baithe kya hua tumko
pyar me hum to pake balam ko
hosh kho baithe kya hua tumko
tum gaye jab mil
milke hum gaye khil
khilke rah gaye dil
mai diwana ho gaya gaya gaya
bhola bhala man mera
kahi re sajan kho gaya gaya
bahke kadam kuch hame bhi sanam
ho gaya gaya gaya
aye bhola bhala man mera
kahi re sajan kho gaya gaya..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Aye Bhola Bhola Man Mera

Aye Bhola Bhola Man Mera is a song from Jhumroo 1961. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Kishore Kumar. Read the lyrics above and view the Jhumroo 1961 album song list for more songs and album details.