Aurat Zaat Mard Se Jhagda Lyrics, Singer & Song Details

Amba 1990 album cover

Amba 1990 Album Details

Mohan Kumar
Laxmikant , Pyarelal
Anand Bakshi
Anil Kapoor, Meenakshi Seshadri

album songs
Aurat Zaat Mard Se Jhagda
Singer : Kishore Kumar

Aurat Zaat Mard Se Jhagda Lyrics

Song Lyrics Title = Aurat Zaat Mard Se Jhagda
Song Lyrics Movie = Amba (1990)
Singer = Kishore Kumar
Lyricist =Anand Bakshi
Music Director =Laxmikant, Pyarelal
Film Producer = Mohan Kumar


Mp3 Song Lyrics

((aurat zat mard se jhada, oo ho
aurat zat mard se jhada, tere bas ka kam nahi
teri chhuti na kar du, to sarju mera naam nahi
teri chhuti na kar du, teri chhuti na kar du
to sarju mera naam nahi, aurat zat mard se jhada, oo ho
aurat zat mard se jhada, tere bas ka kam nahi
teri chhuti na kar du, to sarju mera naam nahi
teri chhuti na kar du, to sarju mera naam nahi

jitne ber tu maregi, sab ber tere kha jauga
arey, jitne ber tu maregi, sab ber tere kha jauga
bhag hiraniya, bhag, bhag hiraniya, bhag
ke mai hu sher tumhe kha jauga
mufat me mari jayegi tu, arey mufat me mari jayegi tu
achha ye anjam nahi
teri chhuti na kar du, to sarju mera naam nahi
teri chhuti na kar du, to sarju mera naam nahi

ye mat soch ke prit ke mithe git mai tujhe sunauga
ye mat soch,
ye mat soch ke prit ke mithe git mai tujhe sunauga
arey, dharke duga ek,
dharke duga ek tujhe din me tare dikhlauga
mai lath maru lathi wala, oye hoye
mai lath maru lathi wala, murli wala sham nahi
teri chhuti na kar du, to sarju mera naam nahi

kanta lage na kankar shankar ka mai prem pujari hu
kanta lage na kankar shankar ka mai prem pujari hu
tu nari maan ki bimari,
tu nari maan ki bimari, mai paka baramchari hu
ari mai paka baramchari hu, mai koi dil fek diwana
mai koi dil fek diwana, aawara badnaam nahi
teri chhuti na kar du, to sarju mera naam nahi
teri chhuti na kar du, to sarju mera naam nahi
aurat zat mard se jhada, oo ho
aurat zat mard se jhada, tere bas ka kam nahi
teri chhuti na kar du, to sarju mera naam nahi
teri chhuti na kar du, to sarju mera naam nahi..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Aurat Zaat Mard Se Jhagda Video

About Aurat Zaat Mard Se Jhagda

Aurat Zaat Mard Se Jhagda is a song from Amba 1990. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant , Pyarelal. Read the lyrics above and view the Amba 1990 album song list for more songs and album details.