Sadhna 1958 - Download Mp3 Song

Sadhna 1958

Sadhna 1958

B R Chopra
Datta Naik
Sahir Ludhianvi
Vyjayanthimala, Sunil Dutt, Leela Chitnis

album songs
Aurat Ne Janam Diya
Singer : Lata Mangeshkar

Aurat Ne Janam Diya Lyrics

Song Title = Aurat Ne Janam Diya
Movie/album = Sadhna (1958)
Singer(s) = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Director = Datta Naik
Director = B.R. Chopra

Mp3 Song Lyrics

((aurat ne janam diya mardo ko, mardo ne use bajar diya
jab jee chaha masla kuchla, jab jee chaaha dutkar diya
aurat ne janam diya mardo ko.....

tultee hai kahee dinaro me, bikatee hai kahee bajaaro me
nangee nachvaayee jaatee hai, aiyyasho ke darbaaro me
yeh woh beijjat chij hai jo, bant jaatee hai ijjatdaaro me
aurat ne janam diya mardo ko.....

mardo ke liye har julm raavan, aurat ke liye rona bhee

khata
mardo ke liye laakho seje, aurat ke liye bas ek chita
mardo ke liye har aish kaa hak, aurat ke liye jina bhee

saja
aurat ne janam diya mardo ko.....

jin hotho ne inako pyaar kiya, unn hotho kaa vyopaar kiya
jis kokh me inaka jism dhala, uss kokh kaa karobaar kiya
jis tan se uge kopal ban kar, uss tan ko jalilo khar kiya
aurat ne janam diya mardo ko.....

mardo ne banayee jo rasme, unako hak kaa farmaan kaha
aurat ke jinda jalane ko, kurbaanee aur balidaan kaha
kismat ke badle rotee dee, aur usako bhee ehsaan kaha
aurat ne janam diya mardo ko.....

sansaar kee har ik besharmee, ghurbat kee god me palatee

hai
chaklo hee me aake rukatee hai, fako me jo raah nikalatee

hai
mardo kee havas hai jo aksar, aurat ke paap me dhalatee

hai
aurat ne janam diya mardo ko.....

aurat sansaar kee kismat hai, phir bhee takdir kee hetee

hai
avtaar payambar janatee hai, phir bhee shaitaan kee betee

hai
yeh woh badkismat mann hai jo, beto kee sej pe letee hai
aurat ne janam diya mardo ko.....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Aurat Ne Janam Diya Video

Video Description :

Aurat Ne Janam Diya download mp3 song

Recent Tags : Aurat Ne Janam Diya Lyrics | Aurat Ne Janam Diya Video Song | Aurat Ne Janam Diya free play mp3 song | Aurat Ne Janam Diya free download mp3 song | Aurat Ne Janam Diya Full Video Song | Free Aurat Ne Janam Diya movie songs | Aurat Ne Janam Diya free songs | Aurat Ne Janam Diya play online | Aurat Ne Janam Diya free mp3 song download | Aurat Ne Janam Diya online play Song | Aurat Ne Janam Diya Hindi Lyrics | Aurat Ne Janam Diya Lyrics | Aurat Ne Janam Diya online mp3 songs | Aurat Ne Janam Diya full songs | Aurat Ne Janam Diya online music | Aurat Ne Janam Diya free Video | Aurat Ne Janam Diya online Video | Aurat Ne Janam Diya mp3 Download | Free Download Aurat Ne Janam Diya song