Aur Saqi Jo Kal Ki Lyrics, Singer & Song Details

Dharma 1973 album cover

Dharma 1973 Album Details

Chand
Master Sonik, Om Prakash Sonik
Verma Malik
Pran, Navin Nischol, Rekha

album songs
Aur Saqi Jo Kal Ki
Singer : Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Aur Saqi Jo Kal Ki Lyrics

Song Lyrics Title = Are Saqi Jo Kal Ki Hai Bachi
Song Lyrics Movie = Dharma (1973)
Singer =Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Verma Malik
Music Director = Master Sonik, Om Prakash Sonik
Director = Chand
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((arey saqi jo kal ki hai bachi baate
uski ko dhoad chal jaye
utha parda dekh jalwa
ke sise me jawani aa uthar jaye
arey saqi

rani hu mai raat ki
tu hai galiyo ka raja
soyi hui jawani ko tu
chhu ke jara jaga ja
meri nagahe aadaye
ye bahe bulaye

o machal ke pi sambhal ke pi
paimane me mai naha na dub na jaye
o machal ke pi sambhal ke pi
paimane me mai naha na dub na jaye
arey saqi

dum me dum hai to dum laga
duniya kya hai nasha hi nasha
aasama ke badal ka kuch bhi nahi maza
maza to tab hai jab zami pe badal bana
mere humdum raat hai kam
ke baato me sari raat na jaye
utha parda dekh jalwa
ke sise me jawani aa uthar jaye
arey saqi..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Aur Saqi Jo Kal Ki

Aur Saqi Jo Kal Ki is a song from Dharma 1973. It is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Verma Malik. Music information: Master Sonik, Om Prakash Sonik. Read the lyrics above and view the Dharma 1973 album song list for more songs and album details.