Aur Kuchh Der Thahar Lyrics, Singer & Song Details

Aakhri Khat 1966 album cover

Aakhri Khat 1966 Album Details

Chetan Anand
Khayyam
Kaifi Azmi
Rajesh Khanna, Indrani Mukherjee

album songs
Aur Kuchh Der Thahar
Singer : Mohammad Rafi

Aur Kuchh Der Thahar Lyrics

Song Title = Aur Kutch Der Thehar
Movie/Album = Aakhri Khat 1966
Singer = Rafi
Lyricist = Kaifi Azmi
Music By =Khayyam


mp3 songs


aur kuch der thahar aur kuch der na jaa
aur kuch der thahar ...

raat baaki hai abhi raat mein ras baaki hai
paake tujhko tujhe paane ki havas baaki hai
aur kuch der thahar aur kuch der na jaa
aur kuch der thahar ...

jism kaa rang fazaa mein jo bikhar jaayega
meharbaan husn tera aur nikhar jaayega
laakh zaalim hai zamana magar itna bhi nahi
tu jo baahon mein rahe waqt thehar jaayega
aur kuch der thahar aur kuch der na jaa
aur kuch der thahar ...

zindagi ab inhi kadmon pe luta du to sahi
aye haseen but main Kudaa tujhko banaa du to sahi
aur kuch der thahar aur kuch der na jaa
aur kuch der thahar ...


Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aur Kuchh Der Thahar

Aur Kuchh Der Thahar is a song from Aakhri Khat 1966. It is sung by Mohammad Rafi. Lyrics are credited to Kaifi Azmi. Music information: Khayyam. Read the lyrics above and view the Aakhri Khat 1966 album song list for more songs and album details.