Aur Bhale Kuch Bhi Lyrics, Singer & Song Details

Sherdil 1990 album cover

Sherdil 1990 Album Details

Jagdish Sidana
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Dharmendra, Rishi Kapoor, Kimi Katkar

album songs
Aur Bhale Kuch Bhi
Singer : Anuradha Paudwal

Aur Bhale Kuch Bhi Lyrics

Song Title = Aur Bhale Kuch Bhi
Movie/album = Sherdil (1990)
Singers = Anuradha Paudwal
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = Jagdish Sidana

Mp3 Song Lyrics

((mata mata o mata o karva mata
patni pati ka tute na nata
patni ke sar pe chhaya jaise
dharti pe jaise ambhar ka chhata

aur bhale kuchh bhi ho jaye
mujhko sab manjur
aur bhale kuchh bhi ho jaye
mujhko sab manjur
meri mang me saja rahe
chutki bar sindur
aur bhale kuchh bhi ho jaye
mujhko sab manjur

jeete ji na raam kare tum
se alag ho jau
sath rahungi pass rahungi
chahe kahi mai kho jau
ek pal me sau baar lungi
tera naam jarur
aur bhale kuch bhi ho jaye
mujhko sab manjur

ye jivan waada hai
waada pura karna hai
ye jivan waada hai
waada pura karna hai
in kadmo me jeena hai
in kadmo me marna hai
pal bhar to meri najaro
se tum mat jana dur

aur bhale kuch bhi ho jaye
mujhko sab manjur
meri mang me saja rahe
chutki bar sindur
aur bhale kuch bhi ho jaye
mujhko sab manjur...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aur Bhale Kuch Bhi

Aur Bhale Kuch Bhi is a song from Sherdil 1990. It is sung by Anuradha Paudwal. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Sherdil 1990 album song list for more songs and album details.