Arziyaan Sunle Dil Lyrics, Singer & Song Details

Jigariyaa 2014 album cover

Jigariyaa 2014 Album Details

Raj Purohit
Raj Prakash
Faraaz Ahmad
Deepak Chadha, Harshvardhan Deo, Sneha Deori

album songs
Arziyaan Sunle Dil
Singer : Vikrant Bhartiya, Aishwarya

Arziyaan Sunle Dil Lyrics

Song Title = Arziyaan Sunle Dil
Movie/Album = Jigariyaa 2014
Singer = Vikrant Bhartiya, Aishwarya Majmudar
Music = Raj Prakash
Lyrics = Faraaz Ahmad

Mp3 Song Lyrics

((Aa...

Mill jaao tum mill jaaye duniya
Aur na kuch chaahun main
Tu hi toh sab kuch mera
Aur na kuch jaanu main

Dil ki sadaa..
Sunle zara bekhabar
Sajde dil tujhe karta hai salamiyaan

Arziyaan, arziyaan..
Sunle dil ki arziyaan (4)

Meri sab raahein hai tu
Chaahe jo bhi main chunu
Mere sang sang bas chale tu
Jo bhi sapne main bunoo.. (2)

Pyaar tera hai bekhabar, besabar
Sajde dil tujhe karta hai salamiyaan

Arziyaan, arziyan..
Sunle dil ki arziyaan (4)

Tera hi ab ho gaya main
Hoke tumse roobaroo
Main nahin hoon mere khud mein
Tu hi tu hai chaar su.. (2)
(chaar su = chaaro disha)
Dil ka mere tere bina na basar
Sajde dil tujhe karta hai salamiyaan

Arziyaan, arziyaan..
Sun le dil ki arziyaan (4)

Mill jaao toh mill jaaye duniya
Aur na kuchh chaahun main
Tu hi tu sab kuch mera
Aur na kuchh jaanu main
Dil ki sadaa..
Sunle zaraa bekhabar
Sajde dil tujhe karta hai salamiyaan

Arziyaan, arziyaan..
Sunle dil ki arziyaan (4)..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Arziyaan Sunle Dil

Arziyaan Sunle Dil is a song from Jigariyaa 2014. It is sung by Vikrant Bhartiya, Aishwarya. Lyrics are credited to Faraaz Ahmad. Music information: Raj Prakash. Read the lyrics above and view the Jigariyaa 2014 album song list for more songs and album details.