Are Main Hoon Teri Phooljhadi Lyrics, Singer & Song Details

Lambe Haath 1960 album cover

Lambe Haath 1960 Album Details

Krishna Malik
G.S. Kohli
Anjaan
Mehmood, Naaz, Daisy Irani, Naazi, Mridula

album songs
Are Main Hoon Teri Phooljhadi
Singer : Asha Bhosle

Are Main Hoon Teri Phooljhadi Lyrics

Song Title = Arre Main Hoon Teri Phooljhadi
Movie/album = Lambe Haath (1960)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Anjaan
Music Composer = G.S. Kohli
Director = Krishna Malik
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Arre main hoon teri phooljhadi ho ho ho
Aankhen nashe se chadhhi ee
O jaane jaan jaata kahaan
Hai aashiqaana ghadi ee
Main hoon teri phooljhadi ee

Ye meethhi meethhi nazarbaaziyaan
Saanson mein chalne lagin aandhiyaan
Ye meethhi meethhi nazarbaaziyaan
Saanson mein chalne lagin aandhiyaan
Nazron hi nazron mein
Dil mera loot ke
Abhi abhi aaye abhi
Chal diye rooth ke
Aisi kya jaldi padi
Arre main hoon teri phooljhadi
Aankhen nashe se chadhhi ee
O jaane kyaa jaata kahaan
Hai aashiqaana ghadi ee
Main hoon teri phooljhadi ee ee

Maana zamaane mein bejod ho
Aadat sataane ki ye chhod do o o
Maana zamaane mein bejod ho
Aadat sataane ki ye chhod do
Laakh bachaaya phir bhi nazar lad gayi
Ab to babu tere haathon mein pad gayi
Ye pyaar ki hathhkadi
Arre main hoon teri phooljhadi
Aankhen nashe se chadhhi ee
O jaane jaan jaata kahaan
Hai aashiqaana ghadi ee ee
Main hoon teri phooljhadi ee ee...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Are Main Hoon Teri Phooljhadi

Are Main Hoon Teri Phooljhadi is a song from Lambe Haath 1960. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: G.S. Kohli. Read the lyrics above and view the Lambe Haath 1960 album song list for more songs and album details.