Are Katto Gilehri Lyrics, Singer & Song Details

Miley Naa Miley Hum 2011 album cover

Miley Naa Miley Hum 2011 Album Details

Tanveer Khan
Sajid Ali, Wajid Ali
Javed Akhtar
Kangna Ranaut, Neeru Bajwa, Sagarika Ghatge, Chirag Paswan, Tanya Abrol

album songs
Are Katto Gilehri
Singer : Daler Mehndi, Mamta Sharma

Are Katto Gilehri Lyrics

Song Title = Katto Gilehri
Movie/album = Miley Naa Miley Hum (2011)
Singers = Daler Mehndi, Mamta Sharma
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Director = Sajid Ali, Wajid Ali
Director = Tanveer Khan
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Haan
Sun re sajanwa re
Sun re balamwa
Laga ke kalajwa
Jo mano toh sir ji
Hamari hai arji
Sone ka jhumka
Hum ka dilvaay de Raja

Gajar hai re jawani tori to
Ab ye suno ri
Jo maanga tha jhumka
Ooh deve tumka magar ik thumka
Humka dikhlaav do Rani

Tak dhin taak dhina
Tarse mann tohre bina
Tak dhin taak dhina
Tarse mann tohre bina

Pehle humri maano Sajna
Toh hum tohri maane

Are Katto Gilehri Chamak Chhallo Rani
Are Katto Gilehri Chamak Chhallo Rani
Ashiq ka aise na tadpavo jaani
Ashiq ka aise na tadpavo jaani

Main Katto Gilehri Chamak Chhallo Rani
Ashiq ko aise hi tadpaau jaani
Main ashiq ko aise hi tadpaau jaani
Main Katto Gilehri Chamak Chhallo Rani

Jaan ke tu lachkaaye kamariya
Mori gale jab aaye re

Are ke tu lachkaaye kamariya
Mori gale jab aaye re

Are tohri neeyat mein khot
Ulta hum ka dos lagaaye re
Are dhaans mein naa aaungi
Oho dhoke mein naa aaungi
Are dhaans mein naa khaaungi
Oho dhoke mein naa aaungi

Are Katto Gilehri Chamak Chhallo Rani
Are Katto Gilehri Chamak Chhallo Rani
Ashiq ka aise na tadpavo jaani
Ashiq ka aise na tadpavo jaani

Humka sab khabar hai
Humka samjho na tum aisi anaadi
Tum ka sab kahat hain prem ke ho puraane khiladi
Are! Humka sab khabar hai
Achha
Humka samjho na tum aisi anaadi
Tum ka sab kahat hain prem ke ho puraane khiladi

Kaahe toh inn batiyan se mora dil tode re
Aisa haath pakde toh kaun bhala chhode re

Haath mora kyun thaama rama rama rama..
Katto Gilehri Chamak Chhallo Rani
Main Katto Gilehri Chamak Chhallo Rani
Ashiq ko aise hi tadpaau jaani
Main ashiq ko aise hi tadpaau jaani
Main Katto Gilehri Chamak Chhallo Rani
Katto Gilehri Chamak Chhallo Rani
Katto Gilehri Chamak Chhallo Rani
Ashiq ka aise na tadpavo jaani
Ashiq ka aise na tadpavo jaani yeah...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Are Katto Gilehri

Are Katto Gilehri is a song from Miley Naa Miley Hum 2011. It is sung by Daler Mehndi, Mamta Sharma. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Sajid Ali, Wajid Ali. Read the lyrics above and view the Miley Naa Miley Hum 2011 album song list for more songs and album details.