Apun Ki Life Lyrics, Singer & Song Details

Daal Mein Kuch Kaala Hai 2012 album cover

Daal Mein Kuch Kaala Hai 2012 Album Details

Aanand Balraj
Aabfm
Vijay Akela
Veena Malik, Jackie Shroff, Vijay Raaz, Shakti Kapoor

album songs
Apun Ki Life
Singer : Amit Kumar, Bali Brahmbhatt

Apun Ki Life Lyrics

Song Lyrics Title = Apun Ki Life
Song Lyrics Movie = Daal Mein Kuch Kaala Hai (2012)
Singers = Amit Kumar, Bali Brahmbhatt
Song Lyricists = Vijay Akela
Music Composer = Aabfm
Director = Anand Balraj

Mp3 Song Lyrics

((Mumbai Calling, mumbai Calling
The city of dreams, city of bollywood
Tunic the mumbai city life for some spicy masala
On the switch for reo
Eat money, sleep money
Breap money leap money, mumbai
Yaha gadbad ghotala hai,
Daal mein kuchh kaala hai
Yaha jeeja ka na saala hai
Daal mein kuchh kaala hai

Hey, apun ki life apun jiyega, apun ke jaisa
Apun ki life mein bhi ab aaya hai paisa
Apun ki life mein bhi ab aaya hai paisa
Haan, apun ko tum na samajhna koi aisa waisa
Apun ki life mein bhi ab aaya hai paisa
Apun ki life mein bhi ab aaya hai paisa
O my god hai sab paise ka kamal
Daal mein kuch kaala hai ya kaali hai ye daal
Paisa hai to gauri ke hai gore gore gaal
Paisa hai to chhori ki hai mast wali chal

Apun ka suit safari hoga,
Apun ka car farrari hoga,
Hoga hoga hoga hoga
Kisi se nahi udhari hoga samjhe
Apun ka najar shikari hoga
Rang badla hai desh ka iss paise ne kaisa
Apun ki life mein bhi ab aaya hai paisa
Apun ki life mein bhi ab aaya hai paisa

Paise hi ke pichhe pagal hua hai jamana
Jeb mein ho paisa to ye dil gaye gaana
Paisa mang mang ke na dil ko dukhana
Paisa jo bhi maange usse maar ke bhagana
Nice of bollywood
Yaha gadbad ghotala hai, yo baby
Daal mein kuchh kaala hai
Yaha jeeja ka na saala hai
Daal mein kuchh kaala hai

Hey apun ka ek style hoga,
Hath mein do mobile hoga
Chehare pe ismile hoga,
Badla har profile hoga
Hey apun hi hai bas ek akela apun ke jaisa
Apun ki life mein bhi ab aaya hai paisa
Apun ki life mein bhi ab aaya hai paisa
Apun ki life mein bhi ab aaya hai paisa
Apun ki life mein bhi ab aaya hai paisa...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Apun Ki Life

Apun Ki Life is a song from Daal Mein Kuch Kaala Hai 2012. It is sung by Amit Kumar, Bali Brahmbhatt. Lyrics are credited to Vijay Akela. Music information: Aabfm. Read the lyrics above and view the Daal Mein Kuch Kaala Hai 2012 album song list for more songs and album details.