Apni Jeb Me Lakhon Honge Lyrics, Singer & Song Details

Muskurahat 1992 album cover

Muskurahat 1992 Album Details

Priyadarshan
Raamlaxman
Suraj Sanim
Jay Mehta, Revathi, Amrish Puri, Anil Dhawan, Jagdeep, Annu Kapoor, Sharat Saxen

album songs
Apni Jeb Me Lakhon Honge
Singer : Udit Narayan, Kavita

Apni Jeb Me Lakhon Honge Lyrics

Song Title = Apni Jeb Me
Movie/Album = Apni Jeb Me
Singers = Kavita Krishnamurthy, M. G. Sreekumar, Udit Narayan
Song Lyricists = Suraj Sanim
Music Composer = Raamlaxman (Vijay Patil)
Director = Priyadarshan

Mp3 Song Lyrics

((Apni jeb mein lakho
Honge aaj kal ya parso
Ham bhi jag ke pyare
Honge aaj kal ya parso
Apni jeb mein lakho
Honge aaj kal ya parso
Ham bhi jag ke pyare
Honge aaj kal ya parso
Khana hotal mein khana hai
Meinra bill bhi chukana hai
Bill ki fikar nahi aaj koi darr nahi
Karna hai jo bhi dil chahega
Apni jeb mein lakho
Honge aaj kal ya parso
Ham bhi jag ke pyare
Honge aaj kal ya parso

Pandit ji ne mujhse kaha tha
Ek din tu raja banega
Are pandit ji ne mujhse kaha tha
Ek din tu raja banega
Motor teri bangale tere
Bandhi teri naukar tere
Bill ki fikar nahi aaj koi darr nahi
Karna hai jo bhi dil chahega
Apni jeb mein lakho
Honge aaj kal ya parso
Ham bhi jag ke pyare
Honge aaj kal ya parso

Bangale mein ek bangale wali
Dil to abhi tak hai khali
Bangale mein ek bangale wali
Are dil to abhi tak hai khali
Pyar mujhe hoga kabhi
Sadhi apni hogi tabhi
Bill ki fikar nahi aaj koi darr nahi
Karna hai jo bhi dil chahega
Apni jeb mein lakho
Honge aaj kal ya parso
Ham bhi jag ke pyare
Honge aaj kal ya parso
Apni jeb mein lakho
Honge aaj kal ya parso
Ham bhi jag ke pyare
Honge aaj kal ya parso
Khana hotal mein khana hai
Meinra bill bhi chukana hai
Bill ki fikar nahi aaj koi darr nahi
Karna hai jo bhi dil chahega
Apni jeb mein lakho
Honge aaj kal ya parso
Ham bhi jag ke pyare
Honge aaj kal ya parso...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Apni Jeb Me Lakhon Honge

Apni Jeb Me Lakhon Honge is a song from Muskurahat 1992. It is sung by Udit Narayan, Kavita. Lyrics are credited to Suraj Sanim. Music information: Raamlaxman. Read the lyrics above and view the Muskurahat 1992 album song list for more songs and album details.