Apni Biwi Bachon Ke Lyrics, Singer & Song Details

Taqdeer Ka Tamasha 1990 album cover

Taqdeer Ka Tamasha 1990 Album Details

Anand Gaekwad
Anand, Milind Shrivastav
Sameer
Jeetendra, Govinda, Aditya Pancholi, Moushumi Chatterjee, Kimi Katkar, Mandakini

album songs
Apni Biwi Bachon Ke
Singer : Alka Yagnik, Mohammed Aziz

Apni Biwi Bachon Ke Lyrics

Song Title = Apni Biwi Bachon Ke
Movie/Album = Taqdeer Ka Tamasha (1990)
Singers = Alka Yagnik, Mohammed Aziz
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Anand Gaekwad

Mp3 Song Lyrics

((Apne biwi bachon ke karib hu
Apne biwi bachon ke karib hu
Main duniya mein kitni khusnasib hu
Main duniya mein kitni khusnasib hu
Apne biwi bacho ke karib hu
Main duniya mein kitni khusnasib hu
Main duniya mein kitni khusnasib hu

Apne piya aur bachon ke karib hu
Apne piya aur bachon ke karib hu
Main duniya mein kitni khusnasib hu
Main duniya mein kitni khusnasib hu

Mandir jaisa ghar hai apna
Ghar me huwa hai sach har sapna
Mandir jaisa ghar hai apna
Ghar mein huwa hai sach har sapna
Jab bhi main bahar se ghar me aata hu
Dunia ke sare gum bhul jata hu
Dur bhala hum kaise rahenge
Tu mera aur main tera nasib hu
Tu mera aur main tera nasib hu
Main duniya mein sabse khusnasib hu
Main duniya mein sabse khusnasib hu

Mujhpe bada ahsan kiya hai
Sab kuchh mujhko rab ne diya hai
Mujhpe bada ahsan kiya hai
Sab kuchh mujhko rab ne diya hai
Mujhko kisi se koi sikwa na gila
Maine jo kuchh manga mujhko hai mila
Pyar ki daulat mujhko mili hai
Kaun kahega mujhko main garib hu
Kaun kahega mujhko main garib hu
Main duniya mein sabse khusnasib hu
Main duniya mein sabse khusnasib hu

Chahe falak ho chahe jami ho
Tere bina nahi jina
Ye duniya ho ya wo jaha ho
Bichdenge hum to kahi na
Mere jivan sathi sath hame hai rahna
Sukh dukh hum dono ko
Ab to sang sang sahna
Mujhse jo tujhko dur karega
Main uska sabse bada rakib hu
Main uska sabse bada rakib hu
Main duniya mein kitni khusnasib hu
Main duniya mein kitni khusnasib hu
Apne biwi bacho ke karib hu
Main duniya mein sabse khusnasib hu
Main duniya mein sabse khusnasib hu.....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Apni Biwi Bachon Ke

Apni Biwi Bachon Ke is a song from Taqdeer Ka Tamasha 1990. It is sung by Alka Yagnik, Mohammed Aziz. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Taqdeer Ka Tamasha 1990 album song list for more songs and album details.