Apne Pyar Ke Sapne Lyrics, Singer & Song Details

Barsaat Ki Ek Raat 1981 album cover

Barsaat Ki Ek Raat 1981 Album Details

Shakti Samanta
Rahul Dev Burman
Anand Bakshi
Amitabh Bachchan, Rakhee Gulzar, Amjad Khan

album songs
Apne Pyar Ke Sapne
Singer : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Apne Pyar Ke Sapne Lyrics

Song Title = Apne Pyar Ke Sapne Sach Huye
Movie/album =Barsaat Ki Ek Raat (1981)
Singers =Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Song Lyricists =Anand Bakshi
Music Composer =Rahul Dev Burman
Director =Shakti Samanta
Release on =20th February, 1981

Mp3 Song Lyrics

((Apne pyar ke sapne sach huye aa oo
Apne pyar ke sapne sach huye
Hothho pe gito ke ful khil gaye
Sari dooniya chhod ke mann mit mil gaye
Apne pyar ke sapne sach huye
Apne pyar ke sapne sach huye

Palbhar ko mile jo aakhiya
Dekhu mai suni hain jo batiya
Padh lu tore naino ki patiya
Palbhar ko mile jo aakhiya
Dekhu mai suni hain jo batiya
Bina dekhe tum dekho meree aakho se
Apne pyar ke sapne sach huye
Apne pyar ke sapne sach huye

Kanto se bhari thi jo galiya
Uname khili hain abb kaliya
Jhumo nacho manao rangraliya
Kanto se bhari thi jo galiya
Uname khili hain abb kaliya
Chalo sajna kahe chal ke sare logo se
Apne pyar ke sapne sach huye
Apne pyar ke sapne sach huye

Jab jab mile jivan o sajna
Tum hi mujhe pahanao kangna
Teree doli ruke mere angna
Oo jab jab mile jivan o sajna
Tum hi mujhe pahanao kangna
Mera ghunghata tum kholo apne hatho se
Apne pyar ke sapne sach huye
Hothho pe gito ke ful khil gaye
Sari dooniya chhod ke mann mit mil gaye
Apne pyar ke sapne sach huye...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

Apne Pyar Ke Sapne Video

About Apne Pyar Ke Sapne

Apne Pyar Ke Sapne is a song from Barsaat Ki Ek Raat 1981. It is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Barsaat Ki Ek Raat 1981 album song list for more songs and album details.