Apne Mehboob Ki Lyrics, Singer & Song Details

Bade Dilwala 1999 album cover

Bade Dilwala 1999 Album Details

Shakeel Noorani
Aadesh Shrivastav
Qateel Shifai
Sunil Shetty, Priya Gill, Paresh Rawal

album songs
Apne Mehboob Ki
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan

Apne Mehboob Ki Lyrics

Song Lyrics Title = Apne Mehboob Ki
Song Lyrics Movie = Bade Dilwala (1999)
Singer = Alka Yagnik, Udit Narayan
Song Lyricists = Qateel Shifai
Music Director = Aadesh Shrivastava
Director = Shakeel Noorani
Music Label = Time Audio


Mp3 Song Lyrics

((apne mahboob ki tasvir banane ke liye
apne mahboob ki tasvir banane ke liye
mai chala rang gulabo se churane ke liye
apne mahboob ki tasvir banane ke liye
apne mahboob ki tasvir banane ke liye
mai chali rang gulabo se churane ke liye

aaj ki raat chirago ko bhuja rahne do
julf mat bando inhe yu hi khula rahne do
apni chahat ka meri jaan nasha rahne do
rahne do, rahne do, nasha rahne do

teri chahat ke hasin kawab me kho jaunga
teri julfo ki siya raat me so jaunga
sath chuta to mai barbad bhi ho jaunga
tu jaruri hai bahut mere khajane ke liye
mai chala rang gulabo se churane ke liye
apne mahboob ki tasvir banane ke liye
mai chali rang gulabo se churane ke liye

apni palake meri aanko pe juka ker dekho
jeel ko aaj samandar se mila ker dekho
meri baho me chale aao fir aa ker dekho
aao na aao na, aa kar dekho
mai tere sang kahi se bhi gujar sakti hu
dur mat jana mujhe chod ke mar sakti hu
toot ker phool ki tarah se bikhar sakti hai
umar bar sath raho mere mujhe bachane ke liye
mai chali rang gulabo se churane ke liye
apne mahboob ki tasvir banane ke liye
mai chala rang gulabo se churane ke liye
mai chali rang gulabo se churane ke liye..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Apne Mehboob Ki Video

About Apne Mehboob Ki

Apne Mehboob Ki is a song from Bade Dilwala 1999. It is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. Lyrics are credited to Qateel Shifai. Music information: Aadesh Shrivastav. Read the lyrics above and view the Bade Dilwala 1999 album song list for more songs and album details.