Apne Khatir Jeena Hai Lyrics, Singer & Song Details

Dhool Ka Phool 1959 album cover

Dhool Ka Phool 1959 Album Details

Yash Chopra
Datta Naik
Sahir Ludhianvi
Mala Sinha, Rajendra Kumar, Nanda

album songs
Apne Khatir Jeena Hai
Singer : Mahendra Kapoor,Sudha Malhotra

Apne Khatir Jeena Hai Lyrics

Song Title = Apne Khatir Jeena Hai
Movie/album = Dhool Ka Phool (1959)
Singers = Mahendra Kapoor, Sudha Malhotra
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Director = Datta Naik
Director = Yash Chopra
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai
Apne ko kya karna hai

Apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai
Apne ko kya karna hai

Jinko jag ki chinta hai
Wo jag ka dukh jhelenge
Ham sadko par nachenge
Phoot patho par khelenge
Jinko jag ki chinta hai
Wo jag ka dukh jhelenge
Ham sadko par nachenge
Phoot patho par khelenge
Unko aahe bharne do
Jinko aahe bharna hai
Apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai
Apne ko kya karna hai
Apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai
Apne ko kya karna hai

Pyar ki bhiksha mangi to
Logo ne dhutkar diya
Aakhir hamne dunia ko
But ki nok se mar diya
Pyar ki biksha mangi to
Logo ne dutkar diya
Aakhir hamne dunia ko
But ki nok se mar diya
Yuhi umar gujarna thi
Yuhi umar gujarna hai
Apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai
Apne ko kya karna hai
Apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai
Apne ko kya karna hai

Apne jaise befikare
Or nahi si basti mein
Dunia gum me dubi hai
Hum dube hai masti me
Apne jaise befikare
Or nahi si basti mein
Dunia gum mein dubi hai
Hum dube hai masti mein
Jina hai to jina hai
Marna hai to marna hai
Apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai
Apne ko kya karna hai
Apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai
Apne ko kya karna hai...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Apne Khatir Jeena Hai

Apne Khatir Jeena Hai is a song from Dhool Ka Phool 1959. It is sung by Mahendra Kapoor,Sudha Malhotra. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Datta Naik. Read the lyrics above and view the Dhool Ka Phool 1959 album song list for more songs and album details.