Apne Jahan Ke Hum Badshah Lyrics, Singer & Song Details

Waqt 2005 album cover

Waqt 2005 Album Details

Vipul Amrutlal Shah
Anu Malik
Sameer
Akshay Kumar, Amitabh Bachchan, Priyanka Chopra, Shefali Shah, Boman Irani

album songs
Apne Jahan Ke Hum Badshah
Singer : Adnan Sami, Sonu Nigam

Apne Jahan Ke Hum Badshah Lyrics

Song Title = Apne Jahan Ke Hum Badshah
Movie/album = Waqt (2005)
Singer(s = Adnan Sami, Sonu Nigam
Lyricists = Sameer
Music Composer = Anu Malik
Director = Vipul Amrutlal Shah

Mp3 Song Lyrics

((Apne jahan ke hum badshah hai
Masti bhara ye apna jahan hai - (2)

Gumko yaha se rukhsat kaha hai
Khushiyo se yaha se fursat kaha hai
Apne jahan ke hum badshah hai
Masti bhara ye apna jahan hai

Tune jo ki hai bete jab bhi shararat koi
Mai bhi hu shamil hua masti se jeene ka
Aata hai maja jo tumse hi hasil hua
Phir se mai diwana ho gaya
Rishta to yarana ho gaya
Jabse tu aaya tabse hai paya
Maine dubara bachpan mera
Apne jahan ke hum badshah hai
Masti bhara ye apna jahan hai

Jaan to mili hai tumse
Jeena bhi mila pari
Tumse mila hai ye jahan
Sara jahan ye sara
Kutch bhi na hota sani
Tu jo na hota yahan
Mushkile peetche mud gayi
Taqdire roj hi jud gayi
Na koi shikwa na hi gila hai
Jane se pehle sab kuch mila hai

Apne jahan ke hum badshah hai
Masti bhara ye apna jahan hai
Gum ko yaha rukhsat kiya hai
Khushiiyo ko yaha se fursat kaha hai))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Apne Jahan Ke Hum Badshah

Apne Jahan Ke Hum Badshah is a song from Waqt 2005. It is sung by Adnan Sami, Sonu Nigam. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Waqt 2005 album song list for more songs and album details.