Ankhon Se Jo Utri Hai Lyrics, Singer & Song Details

Phir Wohi Dil Laya Hoon 1963 album cover

Phir Wohi Dil Laya Hoon 1963 Album Details

Nasir Hussain
O P Nayyar
Majrooh Sultanpuri
Joy Mukherjee, Asha Parekh, Pran

album songs
Ankhon Se Jo Utri Hai
Singer : Asha Bhosle

Ankhon Se Jo Utri Hai Lyrics

Song Title = Ankhon Se Jo Utri Hai
Movie/album = Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Omkar Prasad Nayyar
Director = Nasir Hussain

Mp3 Song Lyrics

((Aankhon se jo utri hai dil mein
Aankhon se jo utri hai dil mein
Tasweer hai ek anjaane ki
Khud dhoondh rahi hai shamaa jise
Kyaa baat hai us parwaane ki
Aankhon se jo utri hai dil mein …

Wo uske labon par shokh hansi
Wo uske labon par shokh hansi
Rangeen sharaarat aankhon mein
Saanson mein mohabbat ki khushboo
Vo pyaar ki dhadkan baaton mein
Duniyaa meri badal gayi
Banke ghataa nikal gayi
Taubaa wo nazar mastaane ki
Khud dhoondh rahi hai shamaa jise
Kyaa baat hai us parwaane ki
Aankhon se jo utri hai dil mein …

Andaaz wo uske aane kaa
Andaaz wo uske aane kaa
Chupke se bahaar aaye jaise
Kahne ko ghadi bhar saath rahaa
Par umar guzaar aaye jaise
Unke binaa rahoongi nahin
Kismat se ab jo kahin mil
Jaaye khabar deewaane ki
Khud dhoondh rahi hai shamaa jise
Kyaa baat hai us parwaane ki
Aankhon se jo utri hai dil mein
Tasweer hai ek anjaane ki
Khud dhoondh rahi hai shamaa jise
Kya baat hai us parwaane ki
Aankhon se jo utri hai dil me
Hmmm aahaaa haa
Hmmm aahaaa haa
Hmmm aahaaa haa..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Ankhon Se Jo Utri Hai

Ankhon Se Jo Utri Hai is a song from Phir Wohi Dil Laya Hoon 1963. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: O P Nayyar. Read the lyrics above and view the Phir Wohi Dil Laya Hoon 1963 album song list for more songs and album details.