Ankhon Mein Tum Lyrics, Singer & Song Details

Half Ticket 1962 album cover

Half Ticket 1962 Album Details

Kalidas
Salil Chowdhury
Shailendra
Kishore Kumar, Madhubala, Pran

album songs
Ankhon Mein Tum
Singer : Geeta Dutt, Kishore Kumar

Ankhon Mein Tum Lyrics

Song Title = Aankhon Mein Tum
Movie/Album Name = HALF TICKET
Singer(s) = Geeta Dutt, Kishore Kumar
Song Lyricists = Shailendra
Music Composer = Salil Chowdhury
Director = Kalidas
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((geeta
aaNkhon mein tum
aaNkhon men tum, dil mein tum ho
tumhaari marzi maano ke na maano, arrey maano ke na maano

kishore
= oo oo, kab se ye dil, dil tumhaaraa
ye raaz-e-dil tum jaano ke na jaano, arrey jaano ke na jaano
= o.. o o o, (dil ko teri hi aarzoo) -2
dil ke shishe mein tu hi tu
teri aarzoo, dil mein hai tu, aa re eaa papapapa
hai teri aarzoo, dil mein hai tu, main na rahaa main, tu nahin tu
ulfat kar gai mantar chhoo-oo-oo-aauN

geeta
aaNkhon men tum, dil mein tum ho
tumhaari marzi maano ke na maano, arrey maano ke na maano

kishore
oo oo, kab se ye dil, dil tumhaaraa
ye raaz-e-dil tum jaano ke na jaano, arrey jaano ke na jaano

geeta
o.. o o o, (yuN samajh lo hai tumse pyaar) -2
ab to Khush ho jaan-e-bahaar
(tum se hai pyaar jaan-e-bahaar) -2
tum pe ye dil kar diyaa nisaar
milte milte mil gaye paar ho ki = aa aa aa
geeta
aaNkhon men tum, dil mein tum ho
tumhaari marzi maano ke na maano, arrey maano ke na maano

kishore
gi hi hi hi, kab se ye dil, dil tumhaaraa
ye raaz-e-dil tum jaano ke na jaano, arrey jaano ke na jaano

kishore
ho.. ho ho ho, (ham zamaane se beKhabar) -2
ham kahaaN dil gayaa kidhar
kise hai Khabar dil hai kidhar, haay haay yaa ee o
kise hai Khabar dil hai kidhar, ulfat kaa lo dekho asar
ham aaNgan mein dil chhat par-r-r-aauN

geeta
aaNkhon men tum, dil mein tum ho
tumhaari marzi maano ke na maano, arrey maano ke na maano

kishore
kab se ye dil, dil tumhaaraa
ye raaz-e-dil tum jaano ke na jaano,
arrey jaano ke na jaano))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ankhon Mein Tum

Ankhon Mein Tum is a song from Half Ticket 1962. It is sung by Geeta Dutt, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Salil Chowdhury. Read the lyrics above and view the Half Ticket 1962 album song list for more songs and album details.