Ankhon Mein Ankhen Lyrics, Singer & Song Details

Toofan Aur Deeya 1956 album cover

Toofan Aur Deeya 1956 Album Details

None
Vasant Desai
Bharat Vyas
Satis Vyas, Nanda, Rajendra Kumar, Vatsala Deshmukh, Shanta Kumari, Krishna Kuma

album songs
Ankhon Mein Ankhen
Singer : Shamshad Begum

Ankhon Mein Ankhen Lyrics

Song Title = Ankhon Mein Ankhen
Movie/Album = Toofan Aur Diya (1956)
Singers = Shamshad Begum
Song Lyricists = Bharat Vyas
Music Composer = Vasant Desai
Director = Prabhat Kumar

Mp3 Song Lyrics

((Aankho me aankhe dal ke
Kya kahna chahte ho
Kya kahna chahte ho
Aankho me aankhe dal ke
Kya kahna chahte ho
Kya kahna chahte ho
Mere dil ki nagri me
Kya tum rahna chahte ho
Aankho me aankhe dal ke

Dhadkan to suno suno tumhe sunau
Bin rup jawani ka raz hai
Bin rup jawani ka raz hai
Dhua na uthe chingari na dikhe
Ye dil lagi nayi aag hai
Ye dil lagi nayi aag hai
Thandi thandi thandi thandi
Thandi thandi is aag me
Kya jalna chahte ho
Kya jalna chahte ho
Mere dil ki nagri me
Kya tum rahna chahte ho
Aankho me aankhe dal ke

Mere pyar ka dariya hukam kare
Tufan bhi aate hai
Tufan bhi aate hai
Tu pal wahi aake jami pe wo dub jate hai
Jami pe wo dub jate hai
Ulfat ki ulfat ki
Ulfat ki bahar me kya bahna chahte ho
Mere dil ki nagri me
Kya tum rahna chahte ho
Aankho me aankhe dal ke
Kya kahna chahte ho
Kya kahna chahte ho
Mere dil ki nagri me
Kya tum rahna chahte ho
Aankho me aankhe dal ke......))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ankhon Mein Ankhen

Ankhon Mein Ankhen is a song from Toofan Aur Deeya 1956. It is sung by Shamshad Begum. Lyrics are credited to Bharat Vyas. Music information: Vasant Desai. Read the lyrics above and view the Toofan Aur Deeya 1956 album song list for more songs and album details.