Anjali Anjali Pushpanjali Lyrics, Singer & Song Details

Tu Hi Mera Dil 1995 album cover

Tu Hi Mera Dil 1995 Album Details

None
None
None
Sarath Babu, Kamal Haasan, Prabhu, Prakash Raj, Meenakshi Sheshadri

album songs
Anjali Anjali Pushpanjali
Singer : S. P. Balasubrahmanyam

Anjali Anjali Pushpanjali Lyrics

Song Title = Anjali Anjali Pushpanjali
Movie/Album = Tu Hi Mera Dil 1995
Singer(s) = S. P. Balasubrahmanyam

Mp3 Song Lyrics

((Male =

(anjali Anjali Pushpanjali) - 2
phoolon Se Deta Hoon Pushpanjali
kadmon Mein Tere Hain Swarnanjali
geeton Mein Gata Hoon Geetanjali
chahat Yeh Teri Hai Kavitanjali

(anjali Anjali Pushpanjali) - 2
phoolon Se Deta Hoon Pushpanjali
kadmon Mein Tere Hain Swarnanjali
geeton Mein Gata Hoon Geetanjali
chahat Yeh Teri Hai Kavitanjali

chahaton Bhara Hoga Bhola Sa Dil Tere
dekhoon Tujhe Toh Jaanam Dhadke Yeh Dil Mera
jis Din Se Mann Mein Baaji Chahton Ki Bansuri
ussi Din Se Sapnon Ki Yeh Khilne Lagi Chandani
zindgai Ki Yeh Bahane Mili Hai Mujhe
pyaar Ki Yeh Manzilein Bhi Mili Hain Mujhe
anjali Anjali Tu Hai Meri Raajini

phoolon Se Deta Hoon Pushpanjali
kadmon Mein Tere Hain Swarnanjali
geeton Mein Gata Hoon Geetanjali
chahat Yeh Teri Hai Kavitanjali

(anjali Anjali Pushpanjali) - 2
phoolon Se Deta Hoon Pushpanjali
kadmon Mein Tere Hain Swarnanjali
geeton Mein Gata Hoon Geetanjali
chahat Yeh Teri Hai Kavitanjali

female =

hmm..ahh..

sangeet Lehri Se Yeh Mann Mera Dol Ta
pyaar Bhari Rangini Se Tan Mera Dol Ta
aaj Kyun Lagta Hai Ke Jaadu Koi Ho Gaya
dil Mera Meethe Meethe Sapano Mein Kho Gaya
sargaam Ki Pyaari Pyaari Dhun Ke Liye
meethe Meethe Lehron Ki Sur Ke Liye
chahtein Bandagi Sur Mein Hai Zindagi

phoolon Se Bhari Hai Pushpangali
tumko Lehron Ki Rutyangali
geeton Se Bhari Hai Geetangali
kaviyon Ko Yeh Meri Kavitangali

male =

(anjali Anjali Pushpanjali) - 2
phoolon Se Deta Hoon Pushpanjali
kadmon Mein Tere Hain Swarnanjali
geeton Mein Gata Hoon Geetanjali
chahat Yeh Teri Hai Kavitanjali

dekha Tujhe Jabse Sanam Hum Tere Ho Chaale
chahenge Hamesha Tujhe Yeh Bhi Zara Soch Le
kaise Yeh Pyaar Hota Tere Bina Yahaan
agar Tu Nahi Sajni Kavita Nahi Yahaan
chandra Ma Ki Chandni Si Tu Hai Priya
phoolon Ki Pulvari Si Tu Hai Priya
angali Angali Tu Hi Meri Zindagi

phoolon Se Deta Hoon Pushpanjali
kadmon Mein Tere Hain Swarnanjali
geeton Mein Gata Hoon Geetanjali
chahat Yeh Teri Hai Kavitanjali

(anjali Anjali Pushpanjali) - 2
phoolon Se Deta Hoon Pushpanjali
kadmon Mein Tere Hain Swarnanjali
geeton Mein Gata Hoon Geetanjali
chahat Yeh Teri Hai Kavitanjali))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Anjali Anjali Pushpanjali

Anjali Anjali Pushpanjali is a song from Tu Hi Mera Dil 1995. It is sung by S. P. Balasubrahmanyam. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Tu Hi Mera Dil 1995 album song list for more songs and album details.