Angan Mein Tulsi Lyrics, Singer & Song Details

Jiyo To Aise Jiyo 1981 album cover

Jiyo To Aise Jiyo 1981 Album Details

Kanak Mishra
Raamlaxman
Naqsh Lyallpuri
Arun Govil, Debashree Roy, Jayshree Gadkar

album songs
Angan Mein Tulsi
Singer : Usha Mangeshkar

Angan Mein Tulsi Lyrics

Song Title = Angan Me Tulsi
Movie/album = Jiyo To Aise Jiyo (1981)
Singers = Usha Mangeshkar
Song Lyricists = Naqsh Lyallpuri
Music Director = Raamlaxman (Vijay Patil)
Director = Kanak Mishra

Mp3 Song Lyrics

((Angan me tulsi tulsi ki puja
Angan me tulsi tulsi ki puja
Karu mai bawriya piya jo ko lage
Hamari umariya
Angan me tulsi tulsi ki puja

Bas gaye sajna more ang ang me
Rang liya tan man unke hi rang me
Sapno ka sawan laya hai jaise
Sukh ki badariya
Piya ji ko lage hamari umariya
Angan me tulsi tulsi ki puja

Gharwa lagake pal pal jhumu
Kabhi mukh dekhu kabhi mukh chumu
Palne me jhume nanha sa lalna
Palne me jhume nanha sa lalna
Lage na najariya
Piya ji ko lage hamari umariya
Angan me tulsi tulsi ki puja

Pi ki hasi me dekha sawera
Charono me pi ke swarg hai mere
Chute ye dunia
Mujhse na chute pi ki nagariya
Piya ji ko lage hamari umariya
Angan me tulsi tulsi ki puja...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Angan Mein Tulsi

Angan Mein Tulsi is a song from Jiyo To Aise Jiyo 1981. It is sung by Usha Mangeshkar. Lyrics are credited to Naqsh Lyallpuri. Music information: Raamlaxman. Read the lyrics above and view the Jiyo To Aise Jiyo 1981 album song list for more songs and album details.