Anchal Ki Chhaya Lyrics, Singer & Song Details

Agni Varsha 2002 album cover

Agni Varsha 2002 Album Details

Arjun Sajnani
Sandesh Shandilya
Javed Akhtar
Amitabh Bachchan, Jackie Shroff, Nagarjuna, Raveena Tandon

album songs
Anchal Ki Chhaya
Singer : Pamela Jain

Anchal Ki Chhaya Lyrics

Song Lyrics = Aanchal Ki Chaya
Movie/Album Name = AGNI VARSHA 2002
Singer = Pamela Jain
Lyricist = Javed Akhtar
Music Director = Sandesh Shandilya
Film Director = Arjun Sajnani


Mp3 Song Lyrics

((dukh ke jalte huve alao mann ki pida, tan ki ghavo
dukh ke jalte huve alao mann ki pida, tan ki ghavo
tumne ye sansaar se paaya, tumne sansaar se paaya
tum ho jalti dhup se haare par main ab hu sang tumhare
ha kar dungi aanchal ki chhaya, kar dungi aanchal ki chhaya

mere bhagya me jo amrit hai, bund bund main tumko de du
jitna bhi vish tumko mila hai, wo saara vish main pi lu
sanne jaise baadal banke, ab tak tum par vish barsaya
par ab main hu sang tumhare kar dungi aanchal ki chhaya

pyar se jo koi chhule to, har pida kam hoti jati hai
dukh ki alan bujh naa paye to maddham ye kuchh ho hi jaati hai
jis pal tak tum ekaki the har pal suna pal gilaya
par ab main hu sang tumhare kar dungi aanchal ki chhaya
dukh ke jalte huve alao mann ki pida, tan ki ghavo
tumne ye sansaar se paaya, tumne ye sansaar se paaya
tum ho jalti dhup se haare par main ab hu sang tumhare
ha kar dungi aanchal ki chhaya, kar dungi aanchal ki chhaya.))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Anchal Ki Chhaya Video

About Anchal Ki Chhaya

Anchal Ki Chhaya is a song from Agni Varsha 2002. It is sung by Pamela Jain. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Sandesh Shandilya. Read the lyrics above and view the Agni Varsha 2002 album song list for more songs and album details.