Anando Brahma Govindo Lyrics, Singer & Song Details

Shiva 1990 album cover

Shiva 1990 Album Details

Ram Gopal Varma
Ilayaraja
Nagarjuna Akkineni
Amala, Nagarjuna

album songs
Anando Brahma Govindo
Singer : S P Balasubramaniam, Kavita

Anando Brahma Govindo Lyrics

Song Title = Anando Brahma Govindo
Movie/Album = Shiva 1990
Singer = S P Balasubramaniam, Kavita Krishnamurthy
Music Director = Ilaiyaraaja
Lyricist = Nagarjuna Akkineni

Mp3 Song Lyrics

((anando bramha govinda mahar
dilwalo ki hai ye duniya sari
ek hasina mahjabin yaar se najar jo mil gayi
dillagi hi dillagi me
do dilo ki baat chal gayi mere ho tum banwari
anando bramha govinda mahar
dilwalo ki hai ye duniya sari

roop rang me dhali ek kali hai meri jindagi
aur ek najar ke baad bekali hai meri jindagi
layi dor preet ki tere paas khinch ke
main bhi tere sang hu dono aankh mich ke
ye hai mohabbat ka jadu meri jaan chalne do
jadu chala to dilo ko bhi milkar machalne do
aa bhi ja ke aaj yaar aise hoke bekarar
dil mile khile phulwari
anando bramha govinda mahar
dilwalo ki hai ye duniya sari
ek hasina mahjabin yaar se najar jo mil gayi
dillagi hi dillagi me
do dilo ki baat chal gayi mere ho tum banwari

hona tha milan to hua par sajan koi maja nahi
ho agar tujhe kabul to hamare hath kya nahi
aa mere dilbar apna le mujhko
baaho me bhar ke ghum kar de tujhko
ye bhi kaho ke doli me lekar ke jaunga
raste me aayi to duniya ke deeware dha dunga
aa bhi ja ke aaj yaar aise hoke bekarar
dil mile ude chingari
anando bramha govinda mahar
dilwalo ki hai ye duniya sari
ek hasina mahjabin yaar se najar jo mil gayi
dillagi hi dillagi me
do dilo ki baat chal gayi mere ho tum banwari
anando bramha govinda mahar
dilwalo ki hai ye duniya sari))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Anando Brahma Govindo

Anando Brahma Govindo is a song from Shiva 1990. It is sung by S P Balasubramaniam, Kavita. Lyrics are credited to Nagarjuna Akkineni. Music information: Ilayaraja. Read the lyrics above and view the Shiva 1990 album song list for more songs and album details.